Posts

Showing posts from May, 2017

AAJ KI DuA 5

Image

Ramadhan Day 5

Image

Zohar Mas'ala

Image

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 23

πŸŒ™πŸŒ™πŸŒ™        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄    *Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat*                      PART— 23 (Subeh se Shaam Tak Ke Amaal) ☆ Asr se Magrib tak ke Amaal, ✾ 1- Azaan se pehle ya kam se kam Azaan hote hi Masjid ki taraf chal de, ✾ 2- Asr se pehle ki 4 raka’at Sunnat gair mokada Ada kare, ✾ 3- Agar sunnato ki adaaygi ke baad waqt ho to Tilawate Quran me masroof ho jaiye, ✾ 4- Safe avval me Namaz padhne ka ahatmam, ✾ 5- Namaz ke baad Azkaar aur Tasbihaat ka ahatmam, ✾ 6- Tafseer, Taleem vagera ho rahi ho to usme zarur bethe, ✾ 7- Aftaar se 15-20 minutes pehle Dua me poore itminan ke saath lag jaiye, aur khoob ro ro kar apne liye aur poori ummat ke liye Duae’n kare, ✾ 8- Khajoor se aftaar kare, ho sake to Masjid me aftaar kare, ✾ 9- Aftaari khane me itni der na lagaye k raka’at ya Namaze Magrib hi chhoot jaye, ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, 24 ┄─━━━━□□□━━━━─┄ ╟❥ Next Post - 24, Soon inSha Allah

Ramadhan Day 4

Image

AAJ KI DuA 4

Image

Zohar Mas'ala

Image

Kalima E Tamjeed

Image

AAJ KI DuA 3

Image

Ramadhan Day 3

Image

Zohar Mas'ala

Image

Kalima E Shadaat

Image

Ramadhan, Day 2

Image

AAJ KI DuA, 2

Image

Ramzan Masla 1

Image

Ramadhan Day 1

Image

Aaj Ki Dua.. 1

Image

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 15

πŸŒ™πŸŒ™πŸŒ™        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄    *Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat*                      PART— 15 ☆ Duao ka ahatmam karna, ✾ Har roz khaas tor per 30 minutes Dua maangne ka ahatmam kare,                *Al-Quran * ✾ “Allah ta’aala ka irshad he k Jo mujhse dua maangta he, me uski duae qubool karta hu,” ↳® Al- Quran, ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, 11 ┄─━━━━□□□━━━━─┄ ╟❥ Next Post - 16, Soon inSha Allah

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 12

πŸŒ™πŸŒ™πŸŒ™        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄    *Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat*                      PART— 12 ☆ Har Jumeraat (Shab guzari) ya juma ko Aitkaaf karna, ✾ Jumeraat ko apni masjid me shab guzari kare aur ho sake to Kam se kam Fajar ki namaz se lekar ishraak tak rozana aitkaaf kar liya kare,               *Al-Hadees * ✾” Hadees paak me Huzoor Akram Sallallahu Alaihivasallam ka irshad he k, ” Jis shakhsh ne fajar ki namaz bajama’at padi aur fir zikre ilaahi me mashgool ho gaya, yaha tak k suraj tulu’a ho gaya fir usne 2 raka’at padhi, to usko ek mukammal hajj aur umrah ka sawab milega ,” ↳® Tirmizi Sharif ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, 10 ┄─━━━━□□□━━━━─┄ ╟❥ Next Post - 13, Soon inSha Allah

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 11

πŸŒ™πŸŒ™πŸŒ™        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄    *Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat*                      PART— 11 ☆ Dawate illallah dena, ✾ Rozana kam se kam ek Aadmi ko Allah ke deen ki taraf bulaya kare,               *Al-Hadees * ✾ ” Hadees me aata he, k agar Allah ta’ala Teri vajah se ek Aadmi ko bhi hidayat de de to tere liye surkh ounto se zyada behtar he,” ↳® Muslim Sharif, ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, 10 ┄─━━━━□□□━━━━─┄ ╟❥ Next Post - 12, Soon inSha Allah

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 02

πŸŒ™πŸŒ™πŸŒ™        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄          *Bismillahirrahmanirrahim*        ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄    *Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat*                      PART— 02 ☞ Ramzan me Kam se Kam 2 Qurane Paak Khatm Karne Ka Ahatmaam, ✾ kam se kam 2 Quran paak ramzan ul Mubarak me khatam karne ka ahatmam kare,              *Al-Hadees * ✾ Hadees paak me he k ➣, Qurane paak ki tilawat kiya karo, kyuki ye (Quran paak) qayamat ke din apne padne walo ke liye Shafi’ bankar aa’ega, ” ↳® Muslim Sharif, ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, 8 ┄─━━━━□□□━━━━─┄ ╟❥ Next Post - 03, Soon in Sha Allah