Posts

Showing posts from December, 2017

Ayyam e Beez ke Roze

Image

New Year Manaana Yaani Naye Saal Ke Aane Par Khushi Manaana*

Image

New Year Manaana Yaani Naye Saal Ke Aane Par Khushi Manaana*

*نیو ئیر منانا یعنی نئے سال   کے آنے پر خوشی منانا* *نئے سال کے آنے پر جو خوشی منائی جاتی ہے ، اور اس خوشی کے اظہار کے لیے جو کام کیے جاتے ہیں مثلاً :پٹاخے پھوڑنا، تالیاں بجانا، سیٹیاں بجانا، ناچ گانا کرنا،                                                                                                                                    ہیپی نیوئیر کہنا، یا نئے سال کی مبارباد دینے کے لیے موبائل سے ایک دوسرے کو ایس ایم ایس بھیجنا وغیرہ، یہ سب ناجائز ہیں، اور اس میں شرکت یہود ونصاریٰ کی مشابہت اختیار کرنا ہے، جس پر سخت وعید وارد ہوئی ہے۔* (مستفاد: محقق ومدلل جدید مسائل:ج۱ص۸۳) *New Year Manaana Yaani Naye Saal Ke Aane Par Khushi Manaana* *Naye Saal Ke Aane Par Jo Khushi Manaayi Jaati Hai, Aur Us Khushi Ke Iz’haar Ke Liye Jo Kaam Kiye Jaate Hain Masalan: Pataakhe Phodna, Taaliyaan Bajaana, Seetiyaan Bajaana, Naach Gaana Karna, Happy New Year Kehna, Yaa Naye Saal Ki Mubaarakbaad Dene Ke Liye Mobile Se Ek Dusre Ko SMS Bhejna Wagairah, Yeh Sab Naa Jaaiz Hain, Aur Is Me Shirkat Yahood-o-Nas

Christmas Day Aur New year ki Night Manana

Image

Hazrat Isa علیہ السلام Ke Muta’alliq Musalmaanon Ka Aqeedah

Image

Hazrat Isa علیہ السلام Ke Muta’alliq Musalmaanon Ka Aqeedah

*حضرت عیسیٰ علیہ السلام کے متعلق مسلمانوں کا عقیدہ* ٌقرآن وحدیث کی روشنی میں مسلمانوں کا یہ ایمان ہے کہ *حضرت عیسیٰ علیہ السلام اللہ کے بیٹے نہیں، بلکہ اللہ کے برگزیدہ بندے اور رسول ہیں۔* *انہیں اللہ کے حکم سے آسمانوں پر اُٹھا لیا گیا، اور قیامت کے قریب دمشق کی جامع  مسجد کے مشرقی مینار ہ پر اُتر یں گے۔* *Hazrat Isa علیہ السلام Ke Muta’alliq Musalmaanon Ka Aqeedah * Qur’aan-o-Hadees Ki Raoshni Me Musalmaanon Ka Yeh Imaan Hai Ke *Hazrat Isa علیہ السلام Allah Ke Bete Nahin, Balke Allah Ke Barguzeedah Bande Aur Rasool Hain.* *Unhein Allah Ke Hukm Se Aasmaanon Par Utha Liya Gaya, Aur Qayaamat Ke Qareeb Damishq Ki Jama Masjid Ke Mashriqi Minaare Par Utrenge.*

Abe-e-jamjam gair muslim ko dena

Image

Aab-e-Zamzam Gair Muslim Ko Dena

*آبِ زمزم غیر مسلم کو دینا* سوال: *کیا آبِ زمزم غیر مسلم کو دے سکتے ہیں؟* جواب: *ادب واحترام کا خیال رکھے تو دینا جائز ہے۔*(مستفاد:کتاب الفتاوی:٤/٨٢،احسن الفتاوی:۸؍۱۹) *Aab-e-Zamzam Gair Muslim Ko Dena * Sawaal: *Kiya Aab-e-Zamzam Gair Muslim Ko De Sakte Hain?* Jawaab: *Adab-o-Ehteraam Ka Khayal Rakhe To Dena Jaaiz Hai.* [Mustafaad Kitaab-ul-Fataawa:4/82, Ahsan-ul-Fataawa:J8,S.19]

Namaz ka sahi hone ki shart

Image

Namaaz Ke Saheeh Hone

*مسئلہ* *نماز کے صحیح ہونے کی ایک شرط یہ ہے کہ اس نماز کا وقت داخل ہو چکا ہو،* *پھر جو نماز وقت کے اندر پڑھی گئی وہ توادا ہوئی، اور جو وقت نکلنے کے بعد پڑھی گئی وہ قضاء ہوئی ، اور جو وقت سے پہلے پڑھی گئی وہ نہ ادا ہے اور نہ قضاء بلکہ سِرے سے نماز ہی نہیں ہوئی۔*(ازکتب الفقہ) *Mas’alah* *Namaaz Ke Saheeh Hone Ki Ek Shart Yeh Hai Ke Us Namaaz Ka Waqt Daakhil Ho Chuka Ho, Phir Jo Namaaz Waqt Ke Andar Padhi Gayi Woh To Ada Huyi, Aur Jo Waqt Nikalne Ke Baad Padhi Gayi Woh Qaza Huyi, Aur Jo Waqt Se Pehle Padhi Gayi Woh Na Ada Hai Na Qaza Balke Sire Se Namaaz Hi Nahin Huyi.* 📓 [Az Kutub-ul-Fiqh]

Hukoomati Ri’aayat Se Galat Faaydah Uthaana

Image

Hukoomati Ri’aayat Se Galat Faaydah Uthaana*

*حکومتی رعایت سے غلط فائدہ اٹھانا* *حکومت عمر رسیدہ (بوڑھے) لوگوں کو رعایتیں دینےکے لیے جو عمر مقرر کرتی ہے، اُس عمر کو پہنچنے سے پہلے (جَعلی) نقلی دستاویز بنا کر، اُن رعایتوں اور سہولتوں سے فائدہ اٹھانا جائز نہیں ہے۔* (اہم مسائل:ج۱۰ص۳۸۹) *Hukoomati Ri’aayat Se Galat Faaydah Uthaana* *Hukoomat Umar Raseedah (Boodhe) Logon Ko Ri’aayaten Dene Ke Liye Jo Umar Muqarrar Karti Hai, Us Umar Ko Pohanchne Se Pehle (Duplicate) Naqli Dastaavez Bana Kar, Un Ri’aayaton Aur Sahoolaton Se Faaydah Uthaana Jaaiz Nahin Hai.* 📓 [Ehem Masaail:J10,S.389]