Posts

Showing posts from October, 2017

Kuffaar ke Mazhabi tehwaaron mein shirkat

📮📬📮         ┄─━━━━◇━━━━─┄          *Bismillahirrahmanirrahim​*         ┄─━━━━◇━━━━─┄ *➠ ​Kuffaar ke Mazhabi tehwaaron mein shirkat * ​☞ Kuffaar ke mazhabi tehwaar mushrikaana aqeedon se bhare hote hain jaise Ganesh Chaturthi, Dasehra, Murti Pooja, Holi, *Diwali* aur Christmas wagaira in mein shirkat karna haraam hai, kuffaar ke mazhabi tehwaaron mein shareek hone ki chand soortein yeh hain: (1) In tehwaaron ka manaana. (2) Tehwaar manaane mein un ke saath shareek hona. (3) Mazhabi tehwaaron mein un ki madad karna. (4) Mazhabi tehwaaron mein tohfa ya Chanda wagaira dena. (5) Mazhabi tehwaaron ki khushi mein apne ghar ke liye cheezein khareedna aur khaane pakaane ka ehtemaam karna. (6) Mazhabi juloos mein shareek hona. ​☞ Agar koi musalmaan in mein se kisi bhi baat ko achchha jaan kar karega, to us ka imaan jaata rahega aur agar gunah jaan kar karega, to sakht gunahgaar hoga. ​☞ Ham tamaam musalmaan kuffaar ke mazhabi tehwaaron ko na manaate hain aur na un mein shareek ho

Aatishbaazi Patakho me Muslamaan

Image

🤔 Such Ne Wali Batt 🤔

🥀🌹🥀      *🤔 Such Ne Wali Batt 🤔* 🎯 *Jab App Ku "Rizq" Me Kisi Qisam Ki Koi Tangi Ya Preshani Mehsos Hoto Zara Gaur Karlijiye Keh Kahin App , Apne Walidaen , Behan , Bhaiiyon Aur Degar Qaribi Reshte Daron Ke Sath Husn Suluk Me Gaflat Wa La Parwahi Ke Murtakib To Nahin Ho Rahe ?????*