Posts

Showing posts from May, 2016

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 14

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 14 ☆ Har namaz ke baad zikr karna, ✾ Rozana har namaz ke baad zikr ki pabandi kare, khaskar Tasbihe Fatima zaroor padiye,                Al-Quran  ✾ ” Allah ta’ala ka irshad he k Allah ta’ala ka kasrat se zikr karne wale mard aur Aurato ke liye magfirat aur ajre azeem ka vaada he,” ↳® Al- Quran, ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, 11 ┄─━━━━□□□━━━━─┄ ╟❥ Next Post - 15, Soon inSha Allah

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 13

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 13 ☆ Chast ki namaz ki pabandi karna, ✾ Chast ki namaz ki rozana pabandi kare, ☆ Vitr ki namaz ka ahatmam karna, ✾ Vitr ki namaz ka rozana sone se pehle ahatmaam kare,                Al-hadees ✾ ” Hadees Sharif me Hazrat Abu Huraira Raziyallahu Anhu farmate hai k mujhe mere khaleel Hazrat Nabi Kareem Sallallahu Alaihivasallam ne 3 cheezo ki vasiyat farmayi, 1- Har maah 3 roze rakhne ki, 2- Chast ki namaz padne ki, or 3- Sone se pehle Vitr ki namaz ada karne ki, ↳ Tirmizi sharif ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, 11 ┄─━━━━□□□━━━━─┄ ╟❥ Next Post - 14, Soon inSha Allah

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 12

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 12 ☆ Har Jumeraat (Shab guzari) ya juma ko Aitkaaf karna, ✾ Jumeraat ko apni masjid me shab guzari kare aur ho sake to Kam se kam Fajar ki namaz se lekar ishraak tak rozana aitkaaf kar liya kare,               Al- hadees ✾” Hadees paak me Huzoor Akram Sallallahu Alaihivasallam ka irshad he k, ” Jis shakhsh ne fajar ki namaz bajama’at padi aur fir zikre ilaahi me mashgool ho gaya, yaha tak k suraj tulu’a ho gaya fir usne 2 raka’at padhi, to usko ek mukammal hajj aur umrah ka sawab milega ,” ↳® Tirmizi Sharif ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, 10 ┄─━━━━□□□━━━━─┄ ╟❥ Next Post - 13, Soon inSha Allah

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat  PART— 11

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 11 ☆ Dawate illallah dena, ✾ Rozana kam se kam ek Aadmi ko Allah ke deen ki taraf bulaya kare,              Al-hadees ✾ ” Hadees me aata he, k agar Allah ta’ala Teri vajah se ek Aadmi ko bhi hidayat de de to tere liye surkh ounto se zyada behtar he,” ↳® Muslim Sharif, ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, 10 ┄─━━━━□□□━━━━─┄ ╟❥ Next Post - 12, Soon inSha Allah

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 10

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 10 ☆ Islamic Kitaabe’n Padhna aur Bayanaat sunna, ✾ Rozana kam se kam 15-20 minutes Islamic Kitaabo ka muta’ala ya 1 ghanta Islamic bayanaat sunne ka ahatmam kare, ☆ Ek mareez ki ayadat karna, ✾ Rozana ya hafte me kam se kam ek mareez ki ayadat ka ahatmam kare, (agar mareez ho to),               ⚡ Al- Hadees ⚡ ✾” Jo sakhsh Shaam ke waqt kisi mareez ki ayadat kare to uske humraah 70 hazaar farishte chalte he’n, Jo subeh tak uske liye istigfaar karte he’n, Aur Jo sakhsh subeh ke waqt kisi mareez ki ayadat ko jaye to uske humraah 70 hazaar farishte chalte he’n Jo Shaam tak uske liye istigfaar karte he’n, ↳® Abu Daoud, 2/442 ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, 10 ┄─━━━━□□□━━━━─┄ ╟❥ Next Post - 11, Soon inSha Allah

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 09

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 09 ☆ Ek martaba umrah karna, ✾ Ho sake to poore mahine me ek martaba umrah kare,               Al-hadees ✾ Hadees me aaya he k, ” Ramzanul Mubarak me umrah karna hajj ke barabar he,” ↳® Bukhari Sharif, ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, 9 ┄─━━━━□□□━━━━─┄ ╟❥ Next Post - 10, Soon inSha Allah

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 08

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 08 ☆ Janaze ki namaz me shirkat ✾ Agar kisi ka inteqal ho jaye to janaze ki namaz me shirkat kare ya fir janaze ke saath chale,                Al-hadees ✾ Huzoor Akram Sallallahu Alaihivasallam ka irshad he k, ” Jisne janaze me janaze ki namaz padhi aur Tadfeen me shareek nahi hua to usko ek kiraat sawab milega Aur Tadfeen me shareek hua, usko 2 kiraat sawab milega, Kiraat ki kam se kam miqdaar uhad pahaad ke barabar he,” ↳® Muslim Sharif ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, 9 ┄─━━━━□□□━━━━─┄ ╟❥ Next Post - 09, Soon inSha Allah

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat-PART— 07

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 07 ☆ Rozedaro ko aftaar karana, ✾ Rozedaro ko aftaar karane ka ahatmam kare, roz karaye to bahut achhha he,               Al-hadees ✾ Huzoor Akram Sallallahu Alaihivasallam ka irshad he k, ” Jisne rozedaro ko aftaar karaya usko rozedaro ke barabar sawab milega Aur rozedaro ke sawab me kuchh bhi kami nahi kiya jayega,” ↳® Tirmizi Sharif, ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, 9 ┄─━━━━□□□━━━━─┄ ╟❥ Next Post - 08, Soon inSha Allah

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 06

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 06 ☞ Allah ke Raaste me sadqa dena, ✾ Kam se kam hafte me ek baar Allah ke Raaste me sadqa dene ka ahatmam kare,                Al-Hadees ✾ ” Hadees paak me he k, ” Huzoore Akram Sallallahu Alaihivasallam sabse zyada sakhi the, aur Ramzan Mubarak me Aap Sallallahu Alaihivasallam ki sakhawat aur zyada hoti thi, ” ↳® Bukhari Sharif ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, ┄─━━━━□□□━━━━─┄ ╟❥ Next Post - 07, Soon inSha Allah

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 05

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 05 ☞ Qareebi Rishtedaro ke saath silah- rehmi karna, ✾ Rozana rishtedaro se mulakaat kare, kam se kam hafte me ek din iske liye khaas kare,                 Al-Hadees ✾ ” Hadees paak me aaya he k, ” Rishtedari Arshe ilaahi ke saath latak kar kehti he k jisne mujhe joda Allah usko jode aur jisne mujhe kaata Allah usko kaate, ” ↳® Muslim Sharif , ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, ┄─━━━━□□□━━━━─┄ ╟❥ Next Post - 06, Soon InSha Allah

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 04

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 04 ☞ Namaze Taraveeh ka ahatmam karna, ✾ Namaze Taraveeh ka ahatmam Pure Ramzan kiya jaye,              Al- Hadees ✾ ” Hadees paak me Huzoore Akram Sallallahu Alaihivasallam ka irshad he k, ” Jisne ramzan Mubarak me Eymaan ke saath sawab ki niyat se qayaam kiya (yani taraveeh padhi) to uske agle pichhle gunaah maaf kar diye jate hai’n ,” ↳® Bukhari Sharif ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, ┄─━━━━□□□━━━━─┄ ╟❥ Next Post - 05, Soon InSha Allah

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat-PART— 03

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 03 ☞ Quran paak ka kam se kam ek paara hifz karna, ✾ Rozana 5 aayaat hifz kare to poore mahine me ek paara hifz ho ja’ega,               Al-hadees  ✾” Hadeese paak me aaya he k, ” jis dil me Quran paak ka koi hissa mojood na ho wo veerane ghar ki tarah he, ” ↳® Bukhari Sharif ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, 8 ┄─━━━━□□□━━━━─┄ ╟❥ Next Post - 04, Soon InSha Allah

🎆 Aatish Baazi 🎆

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔              🎆 Aatish Baazi 🎆 🎇 Sh'abaan ke Mahine me ek Rasm Jo Musalmano me tafreeh aur Dillagi ke naam se Raa'ij ho gayi he Wo Aatish Baazi Ki Rasme bad he, Jisko Bachche to Bachche Bade bhi karte Nazar aate he'n aur har saal is per laakho Rupiya paani Ki tarah bekaar zaaya kiya jata he, 🎇 Ye darasal Hinduo'n ke mashoor Tyohaar (Diwali) Ki naqal he, iska Deen v Shara'i tor per haraam hona to dar Kinaar khud aqal me aane wali baat nahi he, Bhala Khud Apne Haatho se Apne khoon pasine Ki kamaai ko patakhe jala kar barbaad karna konsi aqalmandi he ? 🎇 Fir iski vajah se kitne logo ka Araam v Sukoon gaarat hota he, Kitne hi logo Ki neend me Khayal padta he, Basa Avqaat iski vajah se jalne aur Marne ke bade bade nuqsanaat bhi ho jate he Jinke qisse har saal Padhne aur Aankho se dekhne ko milta rehta he. ●════════════════════●   👥  *Plz Share to others also* 👥 ●═════════

जुमा  की नमाज़ बाद

🔶      ﷽    🔶 💌💌💌💌💌 💝 दीन ए इस्लाम 💝 💌💌💌💌💌 🌻       जुमा      🌻 🌿       की        🌿 💜     नमाज़       💜 🌅      बाद         🌅 💌💌💌💌💌 जुमा की नमाज़ बाद फ़ौरन (औरतें ज़ोहर के बाद) 🍂 सूरे इखलास 7 मरतबा 🍂 सूरे फलक 7 मरतबा 🍂 सूरे नास 7 मरतबा पढ़ने से आइंदह जुमा तक पढ़ने वाला बुराई से मेहफ़ूज़ रहेगा 🔹🔹🔹🔹🔹 अल अज़कार लील नववी (SWA./192-196) 💌💌💌💌💌 जुमा की नमाज़ के बाद 100 मरतबा सुबहानल्लाहिल अज़ीमी व'बी हमदिहि पढ़ें तो पढ़ने वाले के एक लाख और उसके वालिदैन के चोबीस हज़ार गुनाह मुआफ़ होंगे. 🔹🔹🔹🔹🔹 आमालुल यवम वल लयलह 💝💝💝💝💝 💐   गुज़ारिश    💐 दीन की बात दूसरों को पहोचा कर सवाब हासिल करे 🅾♦🅾

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat-PART— 02

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 02 ☞ Ramzan me Kam se Kam 2 Qurane Paak Khatm Karne Ka Ahatmaam, ✾ kam se kam 2 Quran paak ramzan ul Mubarak me khatam karne ka ahatmam kare,              Al-hadees ✾ Hadees paak me he k ➣, Qurane paak ki tilawat kiya karo, kyuki ye (Quran paak) qayamat ke din apne padne walo ke liye Shafi’ bankar aa’ega, ” ↳® Muslim Sharif, ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, 8 ┄─━━━━□□□━━━━─┄ ╟❥ Next Post - 03, Soon in Sha Allah

JUMA KO NAAKHUN KAATNA

💌💌💌💌💌 🌻    JUMA     🌻 🍀      KO       🍀 ♦NAAKHUN ♦ 💢  KAATNA   💢 💌💌💌💌💌 Hazrat ibney Abbas (rd.) se marvi he : Juma ke din naakhun kaatna shifa ka baais he aur bimari ko dur bhagaata he. 🔹🔹🔹🔹🔹 KNZUL OMMAL -17258 💌💌💌💌💌 Hazrat Aaisha (rd.) se marvi he ke jis ne Juma ke din naakhun kaatey wo aaindah Juma tak na'gawaar haalat se mahfuz rakha jaeyga. 🔹🔹🔹🔹🔹 KNZUL OMMAL -17241 💌💌💌💌💌 Hazrat Jabir (rd.) se marvi he ke apney khoon, baalon aur naakhuno ko dafan kardo taaki jaadu karney wala uus se na kheilein. 🔹🔹🔹🔹🔹 KNZUL OMMAL - 17245 💝💝💝💝💝 DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH 🅾♦🅾 (SWA/68)

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat

* *▁▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁          Bismillahirrahmanirrahim ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 01 ☞ Paancho Namazo me Takbire Avla Ka Ahatmaam, ✾ Takbeere aula ka ahatmam kijiye, ➤ yani namazo ko safe avval me takbeere avla ke saath Ada kiya jaye,          Al-Hadees ✾” Hadees paak me he k Jis shakhsh ne 40 din tak takbeere avla ke saath namaz Ada ki to uske liye 2 bara’ate likhi jati he’n, Avval jahannam se khalasi (Azaadi) Aur doosri Nifaak se khalasi, ” ↳® Tirmizi Sharif, ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, 8 ┄─━━━━□□□━━━━─┄ ╟❥ Next Post - 02, Soon in Sha Allah

✦ A K H L A A Q I Y A T  ✦

★☆★    ▁▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁▁    βίşмίĻĻάhίʀʀάhмάήίʀʀάhέέм       ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔          ✦ A K H L A A Q I Y A T  ✦ ✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰ ★ Apne Musalman bhai ko Neki ka hukm karna aur Buarai chhorne ki Targeeb Dena farz he, lekin Narmi, khush akhlaqi aur Mohabbat Shart he, ★ Gussa Haraam he, aur Gaaliya bakna Allah ki Nazar se gira deta he, ★Jis per kisi ne Ahsaan kiya ho wo Ahsaan karne wale ko " Jazakallah " keh de, ★ Bad akhlaaq Namazi aur Ba-Akhlaq be-namazi do no ki aapas me koi nisbat nahi, → Do no hi sahi raaste per nahi, do no ne deen ka ek ek hissa chhod rakha he, isliye do no naqis hai, ★ Kisi ke bare me shak aur Badgumani jaa'iz nahi, ★ Jis kaam ke bare me shak ho k jaa'iz he ya na-jaa'iz to use na kare, ★ Geebat karna, Kisi ka mazaak udana, Kisi ki Tahqeer karna, kisi ko ladana, Jhoot bolna, Jhooti kasam khana Kabira Gunah hai, ★ Jo Gunah elaaniya kiya jata ho unko bayan karna Geebat nahi, ★ Jab kisi se Geebat ho jaye to fora

✿  Miya Bivi Kï Raaz Kï Baato Ka Batana Gunaah he

⚀⚀⚀        ┌╦═══════────────┐        │║बिस्मिल्लाहिर्रहमानिर्रहीम        └╩═══════────────┘ ✿  Miya Bivi Kï Raaz Kï Baato Ka Batana Gunaah he , ╥────────────────────❥ ⚀ _ Rasulallah Sallallahu Alaihivasallam ne irshad farmaya k , *_"Qayamat Ke roz Allah Ta'ala Ki Nazar me Wo Shakhs bura hoga Jo Apni Bivi se Humbistar ho aur uske Raaz logo per Zaahir kar de ," *_ ReF-┐Ravaah Muslim , ⚀_  Yani Humbistari ke mutalliq Jo baate Miya Bivi Kï Aapas me hui unko logo ke saamne bayan kare ,ya is tarah Aurat ke makhsoos avsaaf bayan kare ,isi tarah  agar Aurat Mard Kï Baate doosri Aurto'n ke saamne bayan kare to uska bhi yahi Hukm he k Wo bhi Gunaah he ,   ╨─────────────────────❥

ALLAH KI QUDRAT

🔶      ﷽    🔶 💐    (0294)   💐 💌💌💌💌💌 05-Shaban- 1437 13 -  May  - 2016 💌💌💌💌💌 💜   ALLAH    💜 🌋       KI        🌋 💝  QUDRAT  💝 💌💌💌💌💌 Allah T'aala ne duniya me jitney jaanwar paida kiye taqreeban sab insaano hi ke faidey ke liye hai. Koee sawaari ke kaam aata he, Toa koee bojh uthaaney ke kaam aata he. Kisi ka gosht khaatey hai, Toa kisi ka dudh pitey hai. Mazeed ye ke dudh se malaai, makkhan aur ghee nikaaltey hai, Aur tarah tarah ki mithaai banatey hai. isee tarah jaanwaron ke oon (उन) se kambal, qaalin toa chamdey se mozey, jootey aur dusri qeemti chizein banaai jati hai. Yaqinan Allah T'aala ne har eik chiz ko insaan ke faidey ke liye banaya. 🔹🔹🔹🔹🔹 ALLAHU AKBAR 🌻 KABIRAH  🌻 💝💝💝💝💝 DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH 🅾♦🅾 (435)

KAB KIYA BEHTAR

🔶      ﷽    🔶 💐    (0291)   💐 💌💌💌💌💌 02-Shaban- 1437 10 -  May  - 2016 💌💌💌💌💌 💝     KAB      💝 💢     KYA      💢 🍄  BEHTAR  🍄 💌💌💌💌💌 Hazrat imran bin Hattan (Rh.) se rivaayat he ke mai Hazrat Abu Zar (Rd.) ki khidmat me hazir huwa toa mainey uunko masjid me iss haalat me deikha ke eik kaali kamlee lapeitey huey akeiley beithey hai, Mainey arz kiya: Abu Zar! ye tanhaai aur yaksui kaisee he, yani aap ne bilkul akeiley aur sab se alag thalag rehna kyun ikhtiyar farmaya he? uunho ne jawaab diya ke mainey Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ko ye  irshaad farmatey huey suna: Burey saathi ke saath beithney se akeiley rehna achchha he, aur achchhey saathi ke saath beithna tanhaai se behtar he, aur kisi ko achchhi baatein batana khamoshi se behtar he, aur buree baatein bataney se khamosh rehna behtar he. 🔹🔹🔹🔹🔹 BAIHAQI- 4/256 💝💝💝💝💝 DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH 🅾♦🅾 (M.A./791)

HIDAYAT KE CHIRAGH

🔶      ﷽    🔶 💐    (0286)   💐 💌💌💌💌💌 27 - Rajab - 1437 05 -  May  - 2016 💌💌💌💌💌 🌻 HIDAYAT  🌻 💜      KE        💜 🌋 CHIRAGH 🌋 💌💌💌💌💌 🌷Msg.No.-02🌷 💌💌💌💌💌 Hazrat Umar Faruq (rd.) apney zamaana e khilaafat me Kisra ko fatah karney ke liye Hazrat S'aad bin Abi Waqqas ki imaarat me eik bada lashkar iran ki taraf rawaana farmaya, Raastey me unhein dariya e Dajlah mila, uus ko paar karney ke liey uun ke paas na koee kashti thi Na koee dusra raasta Aur dariya ka paani bhi kaafi chadha huwa tha. Hazrat S'aad (rd.) ne logon ko dariya paar karney ki daawat di, iss par eik jamaat taiyar ho gaee Aur uusney apney ghodey dariya me daal diye Phir Hazrat S'aad (rd.) ne tamaam logon ko dariya me kood jaaney ka hukm diya. iss par tamaam log dariya e Dajlah me apney ghodey ke sath kood padey, Ghodey dariya me iss tarah chal rahey the jaisey zameen par ho, Aur wo log dariya paar kartey huey aapas me iss tarah baatein kar rahey the, Jis tarah zam

HIDAYAT KE CHIRAGH, PART 1

🔶      ﷽    🔶 💐    (0285)   💐 💌💌💌💌💌 26 - Rajab - 1437 04 -  May  - 2016 💌💌💌💌💌 🌻 HIDAYAT  🌻 💜      KE        💜 🌋 CHIRAGH 🌋 💌💌💌💌💌 Hazrat S'aad bin Abi Waqqas (rd.) uun logon me se hai Jin ko Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne duniya hi me Jannat ki khush khabri de di thi, Aap ka naam S'aad bin Maalik Qureishi tha, Hazrat S'aad bin Abi Waqqas (rd.) ne 17 saal ki umr me Islam qubul kiya, Aap Islam laaney walon me saatvey (7th) shakhs hai, Lekin Allah ke raastey me teer chalaaney waley pehley shakhs hai. Aap mustajaabut da'awaat the. Ghazwa e Badr aur Ohad ke sath tamaam ghazwaat me Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ke sath sharik rahey hai. Allah ke raastey me badi taklifein uthaai hai, Hazrat S'aad (rd.) khud bayaan farmatey hai ke ham aisee be'sar o samaani (बे'सरो सामानि) ki haalat me Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ka sath deitey the ke hamaarey paas khaaney ke liey Babul (बबूल) ke darakht ke phal au

हमारे प्यारे नबी

🔶      ﷽    🔶 💌💌💌💌💌 💝 दीन ए इस्लाम 💝 💌💌💌💌💌 💐    (0032)   💐 💌💌💌💌💌 🌻      हमारे       🌻 🌅      प्यारे       🌅 💝       नबी       💝 (सल्लल्लाहु अलैयही व सल्लम) 💌💌💌💌💌 हज़रत आइशा (रदी.) फरमाती हे के रसूलुल्लाह सल्लल्लाहु अलैयही व सल्लम के वफ़ात पा जाने तक आप सल्लल्लाहु अलैयही व सल्लम के घरवालो ने जव की रोटी कभी भी दो दिन मुसलसल पेट भर कर नहीं खाईं 🔹🔹🔹🔹🔹 🍂मुस्लीम -7445🍂 💝💝💝💝💝 💐   गुज़ारिश    💐 दीन की बात दूसरों को पहोचा कर सवाब हासिल करे 🅾♦🅾े (MA/709)