Posts

Showing posts from January, 2017

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 60

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0528)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 03-J.Awwal-1438 01- February -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-60๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ inn Hazraat ne aam raastey ko chhod kar saahili raasta ikhtiyaar kiya, isee safar me Aap Sallallahu alaihi wa sallam ka guzar ummey Ma'abad ke kheimey se huwa, Toa Aap Sallallahu alaihi wa sallam ne ummey Ma'abad ki ijaazat se uun ki khusk thano (เคฅเคจो) wali  kamzor bakri se dudh doha, Sab ne seir hokar piya, Aur phir aur dudh doh kar ummey Ma'abad ko dekar safar ka rukh kiya, Kuffar ne ealaan kiya tha ke jo Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) ko girftaar kar ke layega uus ko in'aam me 100 uunt diye jaengey, Chunanchey Suraqah bin Maalik ne uunton ki laalach me ghodey par sawaar hokar pichha kiya, Jab wo qareeb pahucha toa Aap Sallallahu alaihi wa sallam ne duaa farmaai, Jiski wajah se uus ke ghodon ke agley dono peir ghutno tak zameen me dhans gaey, Wo muaafi m

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 59

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0526)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 02-J.Awwal-1438 31- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-59๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam hijrat ke dowraan Ghaar e Sorr (เค—ाเคฐे เคธौเคฐ) me juma, Sanichar aur itwaar teen din rahey, Phir jab Makkah me shor w hangama me kamee huee toa Madinah ke liye nikalney ka iradah farmaya. Abdullah bin Arbaqt ko raastey ki rehnumaai me bahot mahaarat thi, unhein Hazrat Abu Bakr (rd.) ne do sawaari ke sath uujrat (mazduri) par Madinah pahuchaney ke liye pehley hi se taiyaar kar rakha tha, Jab Abdullah bin Arbaqt sawaari lekar aaey aur Aap Sallallahu alaihi wa sallam ki khidmat me peish ki, Chunanchey Aap Sallallahu alaihi wa sallam ne eik uuntni qimatan (qimat dekar) pasand farmaai, iss tarah Huzur Sallallahu alaihi wa sallam aur Hazrat Abu Bakr (rd.) ne hijrat ke safar ka aagaaz kiya... ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ISLAMI TARIKH ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 58

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0526)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 01-J.Awwal-1438 30- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-58๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam aur Hazrat Abu Bakr (rd.) dono Makkah chhod kar ghaar e Sorr (เค—ाเคฐे เคธौเคฐ) me pahuch chukey the, idhar mushrikin ne pichha karna shuru kiya, Aur talaash kartey huey ghaar e sorr ke bilkul munh ke qareeb pahuch gaey, iss waqt Hazrat Abu Bakr (rd.) ne kaha: Ya Rasulallah ! inn me se kisi ne eik qadam bhi aagey badhaya toa hamein deikh lega, Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Ghabhrao nahi, Allah hamaarey sath he, Allah T'aala ne dono Hazraat ki apni qudrat se hifaazat farmaai aur mushrikin waapas ho gaey. Hazrat Abu Bakr (rd.) ne apney betey Abdullah se ye keh diya tha ke wo mushriko ke darmiyaan honey waali baatein raat ke waqt aa kar bataa diya karein, Chunanchey wo raat ke waqt ghaar (เค—ाเคฐ) me aa kar mushriko ki sa

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 57

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0525)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 30-R.Aakhar-1438 29- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-57๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Aur har taraf se dushmano ka khouf tha. Magar islam ki khaatir imamul Ambiya tamaam musibaton ko jheltey (เคेเคฒเคคे) huey aagey badh rahey the. Raastey me Hazrat Abu Bakr (rd.) kabhi aagey aagey chaltey aur kabhi pichhey pichhey chalney lagtey the, Huzur Sallallahu alaihi wa sallam ne iski wajah puchhi toa unhon ne kaha: Ya Rasulallah ! Jab mujhey pichhey se kisi ke aaney ka khyaal hota he toa mai Aap Sallallahu alaihi wa sallam ke pichhey chalney lagta hun, Aur jab aagey se kisi ke aaney ka khatrah mehsoos karta hun toa aagey chalney lagta hun, Chukey kuffar ki mukhalifat ka zor tha aur wo log (เคจเค†เคŠเฅ›ुเคฌिเคฒ्เคฒाเคน) Aap Sallallahu alaihi wa sallam ke qatl ki koshish me the, isliye raastey me Aap Sallallahu alaihi wa sallam aur Hazrat Abu Bakr (rd.) ne Ghaar e Sorr (เค—ाเคฐे เคธौเคฐ) me panaah li,

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 56

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0524)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 29-R.Aakhar-1438 28- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-56๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ko jab hijrat ka hukm huwa toa iss ki ittila'a Hazrat Abu Bakr (rd.) ko de di. Aur jab hijrat ka waqt aaya toa raat ke waqt ghar se nikley, aur Kaaba par alwidaai nazar daal kar farmaya: Tu mujhey tamaam duniya se ziyadah Mahboob he, Agar mujhey meri qoum yahaan se na nikaalti toa mai terey siwa kisi aur jagah ko rehney ke liye ikhtiyaar na karta, Hazrat Asma bint Abu Bakr (rd.) ne do teen (2-3) roz ke khaney Piney ka saman taiyaar kiya, Aap Sallallahu alaihi wa sallam Hazrat Abu Bakr (rd.) ke sath Makkah se rawaana huey, Eik taraf mahboob watan chhodney ka gam tha, Toa dusri taraf nukiley pattharon ke dushwaar guzaar raastey aur har taraf se dushmano ka khouf tha... ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ISLAMI TARIKH ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARI

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 55

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0523)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 28-R.Aakhar-1438 27- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-55๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ iss faisley ke baad uunho ne raat ke waqt Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ke makaan ko gheir (เค˜ेเคฐ) liya aur iss intizaar me rahey ke jab Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) subah ko namaaz ke liye niklengey toa talvaaron se uun ka khatma kar dengey, Magar Allah T'aala ne Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ko Kuffar e Makkah ki iss sazish se ba'khabar kar diya, isee liye Aap raat ko apney bistar par Hazrat Ali (rd.) ko leta kar Surah Yaseen padhtey huey aur kuffar ke saron par mitti daltey huey uun ke samney se guzar gaey, Aur Allah T'aala ne uun ki aankhon par pardah daal diya, uun logon ko kuchh bhi khabar na huee, Subah ko jab unho ne Hazrat Ali (rd.) ko baahar nikaltey deikha toa bahot sharmindah huey. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ISLAMI TARIKH ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO F

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 54

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0522)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 27-R.Aakhar-1438 26- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-54๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Kuffar e Makkah ko jab maalum huwa ke Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) bhi hijrat karney waley hai toa uun ko badi fikr huee ke agar Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) bhi Madinah chaley gaey toa wahaan islam jad pakad lega. Aur phir wo apney sathiyon ke sath milkar ham se badla lengey, Aur hamein halaak kar dengey iss bina par kuffar e Makkah ne Qusei bin Kilaab ke ghar jo Darul Nadwah ke naam se mash'hur tha, Saazish ke liye jama huey, iss me har qabiley ke sardaar moujood the Sabhi ne aapas me ye tei (เคคเคฏ) kiya ke har qabiley ka eik eik shakhs jama ho aur sab milkar talvaaron se Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) ka khatma kar dey (M'aazAllah). ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ISLAMI TARIKH ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (233)

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 53

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0521)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 26-R.Aakhar-1438 25- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-53๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ uus waqt Bani Abdey Asad ne uun ke ladkey Salma ko waapas kiya, Jisey lekar wo kisi tarah Madinah pahuch gaee, inn ke alaawah digar musalmano ko bhi hijrat karney me bahot ziyadah musibatein uuthani padi, islam ki khatir apney mahboob watan, maal w doulat aur rishtedaron ko chhodna pada, Hazrat Soheib (rd.) ne jab hijrat ka iraadah kiya toa mushrikin ne rok liya, Hazrat Soheib (rd.) ne unhein apna saara maal dekar raazi kiya aur hijrat farmaai. iski khabar Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ko mili toa Aap ne farmaya ke Soheib ne nafa'a ka souda kiya Jiska zikr Quraan me he. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ISLAMI TARIKH ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (231)

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 52

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0520)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 25-R.Aakhar-1438 24- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-52๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Makkah Mukarramah me musalmano par bepanaah zulm w sitam ho raha tha, isliye Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ne dusri bei'at e Uqbah ke baad musalmano ko Madinah janey ki ijaazat de di, Musalmano me sab se pehley Abu Salma (rd.) ne hijrat ka iradah kiya aur sawaari taiyaar kar ke saman rakha, aur apni biwi ummey Salma (rd.) aur betey Salma ko sath liya, Magar Bani Mughairah ne ummey Salma (rd.) ko jaaney na diya. Aur Bani Abdey Asad ne uun ke betey Salma ko chhin liya, Jis me uus bachchey ka eik hath bhi uukhad gaya, iss ke baad Abu Salma ne tanha hijrat ki. Ummey Salma (rd.) rozana maqaam e Abtakh par aa kar routi rehti thi, iss tarah eik saal ka arsa guzar gaya, Aakhir eik shakhs ne uun par raham khaa kar uun ke shohar Abu Salma ke paas bheijney par Qureish e Makka

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 51

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0519)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 24-R.Aakhar-1438 23- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-51๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Wo (Nabi Sallallahu alaihi wa sallam) tumharey yahaan (Madinah) aana chahtey hai, Agar tum puri tarah hifaazat karney ka waadah karo toa behtar he warna saaf saaf jawaab de do Ansaar ne Hazrat Abbas (rd.) se kaha: Hamney aap ki baat sunli Ab ham chahtey hai ke Huzur Sallallahu alaihi wa sallam bhi kuchh farmaein, Aap Sallallahu alaihi wa sallam ne Quraan ki tilawat farma kar unhein islam laaney ka shoq dilaya, Phir farmaya: Ham chahtey hai ke tum log hamaarey sathiyon ko thikana dekar uun ki hifaazat karo, Aur ranj w gam, raahat w aaraam aur tangdasti w maaldaari har haal me meri pervi karo, iss nasihat ko sunkar Ansaar ne b'khushi manzur kartey huey Aap Sallallahu alaihi wa sallam ke hath par bei'at ki, Phir islam ki daawat w tabligh ke liye uun me se 12 afraad ko zimm

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 50

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0518)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 23-R.Aakhar-1438 22- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-50๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Madinah Munawwrah me Hazrat Mus'eib bin Omeir (rd.) ki daawat aur musalmano ki koshish se har ghar me islam aur paigambar e islam ka tazkirah honey laga tha, Log islam ki khubiyon ko deikh kar imaan me dakhil honey lagey the, San 13 Nabwi me Mus'eib bin Omeir (rd.) 70 se ziyadah musalmano ki eik jamaat lekar Haj karney ki gharz se Makkah aaey, iss qafiley me musalmano ke sath qabilah Ous w Khazraj ke mushrikin bhi the, Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ne apney chacha Hazrat Abbas (rd.) ke sath Uqbah naami ghaati me aa kar raat ke waqt musalmano se mulaqaat farmaai. Hazrat Abbas (rd.) ne musalmano ki jamaat se kaha: Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) apni qoum me nihaayat ba'izzat hai, aur ham uun ki hifaazat ka khyaal kartey hai... ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ISLAMI TARIKH

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 49

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0517)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 22-R.Aakhar-1438 21- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-49๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Uqbah Meena ke qareeb eik ghaati ka naam he. Jahaan san 11 Nabwi me Madinah se 6 afraad ne aa kar Deen e islam qubul kiya tha, uus ke dusrey saal san 12 Nabwi me 12 afraad Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam se mulaqat aur bei'at honey ke liye aaey, Aur Aap Sallallahu alaihi wa sallam ke mubarak hath par chori, zina aur aulaad ko qatl karney se bachney aur achchhi baaton me Aap Sallallahu alaihi wa sallam ki ita'at w pervi karney aur eik Allah ki ibaadat karney par bei'at ki. isko 'Bei'at e Uqbah oola' kaha jata he. Jab inn logon ne Waapasi ka iradah kiya toa Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ne Mus'eib bin Omeir (rd.) ko Quraan Majid padhaaney, islam ki taalim deney aur Deeni masaail bataaney ke liye uun logon ke sath rawaana kiya. Madinah pahu

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 48

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0516)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 21-R.Aakhar-1438 20- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-48๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ uun logon ne Aap Sallallahu alaihi wa sallam ko deikhtey hi pehchaan liya, Aur eik dusrey ko deikh kar kehney lagey: Khuda ki qasam ! Ye wahi Nabi hai Jinka tazkirah yahood kiya kartey the, Kaheen aisa na ho ke iss s'aadat ko haasil karney me yahood ham se aagey badh jaey, Phir unho ne islam qubul kar liya. Aur Huzur Sallallahu alaihi wa sallam se kaha ke hamaarey aur yahood ke darmiyaan baraabar ladaai hoti rehti he, Agar Aap ijaazat dey toa Deen e islam ka zikr wahaan ja kar kiya karein, Taaki agar wo log iss deen ko qubul karley toa hamesha ke liye ladaai khatm ho jaey, aur aapas me muhabbat paida ho jaey, Huzur Sallallahu alaihi wa sallam ne unhein ijaazat de di. Wo waapas ho kar Madinah pahochey Jis Majlis me beithtey wahaan Deen e islam ki baatein kartey iska asar

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 47

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0515)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 20-R.Aakhar-1438 19- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-47๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Madinah me ziyadatar aabaadiyan qabilah Ous aur Khazraj ki thi Ye log mushrik aur bootparast the, inn ke sath Yahood bhi rehtey the. Jab bhi qabilah Ous w Khazraj se yahood ka muqabla hota toa yahood kaha kartey the ke anqareeb aakhri Nabi mab'oos honey (aaney) waaley he, Ham uun ki pervi karengey aur uun ke sath ho kar tum ko qoum e Aad aur qoum e samood ki tarah halaak w barbaad kar dengey. Jab Haj ka mousam aaya toa qabilah Khazraj ke taqreeban 6 log Makkah aaey, Ye Nabuwwat ka giyaarva (11va) saal tha. Huzur Sallallahu alaihi wa sallam uun ke paas tashreef le gaey, islam ki daawat di. Aur Quraan ki aayatein padh kar sunaai, uun logon ne Aap Sallallahu alaihi wa sallam ko deikhtey hi pehchaan liya... ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ISLAMI TARIKH ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZAR

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 46

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0514)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 17-R.Aakhar-1438 18- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-46๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Aey logon ! Ye shakhs tumhein booton ki pooja se hata kar eik naye Deen ki taraf bulata he. Tum hargiz iski baat na maanna Magar Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam tamaam musibaton aur uun ki mukhalifaton ko bardasht kartey huey islam ki daawat logon tak pahochatey rahey, aur Deen e Haq ki sachchai aur shirk w bootparasti ki kharaabi ko wazea kartey rahey, isee Haj ke mousam me eik martaba qabiley Oss w Khazraj ke kuchh log Madinah se aaey huey the. Jinkey paas tashreef le jaa kar Aap Sallallahu alaihi wa sallam ne islam ki daawat di, uun logon ne islam qubul kar liya, aur Aap ki madad ka vaada kiya. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ISLAMI TARIKH ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (223)

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 45

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0513)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 18-R.Aakhar-1438 17- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI    ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-45๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Jab Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ne deikha ke kuffar e Makkah islam qubul karney ke bajaaey baraabar dushmani par tuley huwey hai Toa Huzur Sallallahu alaihi wa sallam Haj ke mousam ke intizaar me rehney lagey, Aur jab Haj ka mousam aa jata aur log mukhtalif ilaaqon se Makkah aatey toa aisey mouqey par Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam b'zaat e khud uun logon ke paas tashreef le jatey aur logon ko eik Allah ki ibaadat karney, Bootparasti se touba karney aur haraam kamo se bachney ki daawat deitey the, Kuffar e Makkah tamaam logon ke dilon me Huzur Sallallahu alaihi wa sallam aur Aap ki daawat ke mutaallliq nafrat daalney ki khub koshish kartey the, Khud Aap ka chacha Abu Lahab Aap ke pichhey pichhey ye kehta phirta tha Ke Aey logon ! Ye shakhs tumhein booton k

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 44

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0512)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 17-R.Aakhar-1438 16- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-44๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Har aasmaano par alag alag Nabiyon se mulaqaat huee. Saaton aasmaan ke baad 'Sidrtul Muntaha' tak Jibraeel (a.s.) sath rahey, iskey baad Aap Sallallahu alaihi wa sallam taney tanha aagey badhey aur uus maqaam tak pahuchey jahaan tak farishtey bhi nahi jaa saktey Yahaan Aap ko Allah T'aala ke didaar aur hamkalaami ka sharf haasil huwa, aur yaheen paanch namaazein tohfey me di gaee. iskey baad Baitul Muqaddas waapas aaey, aur Buraaq par sawaar hokar Makkah Mukarramah waapas tashreef laaey, iss aham safar me Aap Sallallahu alaihi wa sallam ne Allah T'aala ki qudrat ki badi badi nishaniyan deikhi. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ISLAMI TARIKH ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (221)

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 43

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0511)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 16-R.Aakhar-1438 15- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-43๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Hijrat se eik saal pehley Huzur Sallallahu alaihi wa sallam ko saaton aasmaano ki seir karaai gaee, Jisko Me'araaj kehtey hai. Quraan e kareem me bhi saraahat ke sath iska tazkirah aaya he, Jab Aap Sallallahu alaihi wa sallam ki umr mubarak 51 saal 9 maah huee toa raat ke waqt Aap ko Masjid e Haraam me laya gaya. Phir Zamzam aur Maqaam e ibrahim ke darmiyaan se Buraaq naami sawaari par Hazrat Jibraeel (a.s.) ke sath Baitul Muqaddas tashreef laey, Yahaan Aap ne tamaam Ambiya e kiraam (a.s.) ki imaamat farmaai, iske baad saaton aasmaano par tashreef le gaey, Har aasmaano par alag alag Nabiyon se mulaqaat huee... ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ISLAMI TARIKH ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (221)

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 42

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0510)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 15-R.Aakhar-1438 14- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-42๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Aur Huzur Sallallahu alaihi wa sallam ne baargah e ilaahi me arz kiya: Ya Allah ! Agar tu mujh se naraz nahi he toa mujhey kisi ki parwah nahi, Tu merey liye kaafi he. iss mouqey par Allah T'aala ne pahaadon ke farishtey ko Aap Sallallahu alaihi wa sallam ke paas bheja aur uus ne Aap Sallallahu alaihi wa sallam se iski ijaazat chahi ke wo inn dono pahaadon ko mila de Jin ke darmiyaan Taif shahar aabaad he, Taaki wo log kuchal kar halaak ho jaey Magar Huzur Sallallahu alaihi wa sallam ki raheem w kareem zaat ne jawaab diya: Mujhey ummid he ke inki aulaad me se aisey log paida hongey, Jo eik Allah ki ibaadat karengey, Huzur Sallallahu alaihi wa sallam ki iss duaa ka asar tha ke Muhammad bin Qasim jaisey bahadur nowjawaan Taif ke qabilah Bani Saqeef me paida huey, Jin ke haath

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 41

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0509)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 14-R.Aakhar-1438 13- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-41๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne Taif ja kar wahaan ke sardaron aur aam logon ko Deen e Haq ki daawat di, Magar wahaan ke logon ne islam qubul karney ke bajaaey Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ki sakht mukhalifat ki, Gaaliyan di, Pattharon se maara, Aur shahar se baahar nikaal diya, Pattharon ki chot se Aap Sallallahu alaihi wa sallam ke badan mubarak se khoon jaari ho gaya, Shahar se baahar aa kar eik baagh me rukey, Wahaan Aap Sallallahu alaihi wa sallam ne Allah T'aala se duaa ki, aur apni kamzori aur bebasi ka izhaar kiya, aur Allah T'aala se nusrat w madad ki darkhwast ki... ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ISLAMI TARIKH ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (219)

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 40

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0508)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 13-R.Aakhar-1438 12- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-40๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ san Nabwi 10 me Abu Taalib ke intiqaal ke baad kuffar e Makkah ne Aap Sallallahu alaihi wa sallam ko bahot ziyadah satana shuru kar diya, Toa Makkah walon se mayus ho kar iss khyaal se Taif tashreef le gaey, ke agar Taif walon ne islam qubul kar liya toa wahaan islam ke pheilney ki buniyad pad jaegi. Taif me Banu Saqeef ka khandan sab se bada tha uun ke 3 sardar the. Tino bhai the Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ne uun tino sardaron ko islam ki daawat di. uun me se eik ne kaha: Achchha ! Allah ne aap hi ko Nabi bana kar bheja he ? Dusra sardar bola: Allah ko tumharey siwa aur koee milta hi na tha ? Jis ko Nabi bana kar bhejta ? (Ma'az Allah) Tisrey ne kaha: Mai tujh se baat nahi karna chahta isliye ke agar tu sachcha Rasul he toa tera inkaar karna khatrey se khaa

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 39

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0507)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 12-R.Aakhar-1438 11- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-39๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Abhi chacha ke intiqaal ka gham (เฅšเคฎ) halka na huwa tha ke iss ke kuchh hi dino ke baad Aap Sallallahu alaihi wa sallam ki jaanisaar aur gamkhwaar biwi Hazrat Khadija (rd.) bhi iss duniya se chal basee, istarah yakkey baad digrey dono ke intiqaal kar jaaney se Aap Sallallahu alaihi wa sallam par ranj w gham aur musibat ka eik pahaad toot pada, Kyun ki Aap Sallallahu alaihi wa sallam ki daawat w tabligh ke har har marhaley par Abu Taalib aur Hazrat Khadija (rd.) dono Aap Sallallahu alaihi wa sallam ka sath diya kartey the, Aur Hazrat Khadija (rd.) toa hamesha Aap Sallallahu alaihi wa sallam ki madad karti thi aur pareshani ke waqt behtareen mashwarah diya karti thi, isliye dono ka eik sath me intiqaal kar jaana Aap Sallallahu alaihi wa sallam ke liye eik bada haadsa tha, isee wajah se

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 38

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0506)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 11-R.Aakhar-1438 10- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-38๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ki zawjah mohtarma (Biwi) Hazrat Khadija (rd.) aur chacha Abu Taalib har waqt Aap Sallallahu alaihi wa sallam ka sath diya kartey the Eik martaba Abu Taalib bimar ho gaey aur uun ke intiqaal ka waqt qareeb aa gaya Aap Sallallahu alaihi wa sallam ne apney chacha Abu Taalib se farmaya: Pyarey chachajaan ! Eik martaba LAA ILAAHA ILLALLAH keh do Taaki Allah ke saamney tumhari shafa'at ke liye mujhey daleel mil jaey. Lekin Abu jahal aur Abdullah bin umaiyyah wagairah kafiron ne kaha Ke: Abu Taalib ! Kya tum Abdul Muttalib ke deen ko chhod dogey ? Abu Taalib ne kalimah padhney se inkaar kar diya, aur aakhri lafz jo uun ki zubaan par tha wo ye ke Mai Abdul Muttalib ke deen par hun. Aur intiqaal ho gaya... ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ISLAMI TARIKH ๐Ÿ’๐Ÿ’

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 37

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0505)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 10-R.Aakhar-1438 09- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-37๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Jab bachchey bhuk w pyas ki wajah se rotey sisktey toa kuffar e Makkah uspar mazaaq udatey, 3 saal ke baad Allah T'aala ki aisi rahmat aur madad aai ke khud kuffar eik dusrey ki mukhalifat karney lagey. Baat ye huee ke Abu Taalib kuffar ke paas aaey aur kaha: Raat merey Bhatijey Muhammad (sallallahu alaihi wa sallam) ne mujh se kaha ke ahad naama ke saarey alfaaz dimak chaat gaee he Sirf Bismeka Allahumma Baqi he, Jab ahad naama deikha gaya toa harf baharf Aap Sallallahu alaihi wa sallam ki baat sachchi nikli, Aur kuffar ki gardanein sharm ke maarey jhuk gaee, istarah ahad naama khatm ho gaya, Aur Aap Sallallahu alaihi wa sallam nabuwwat ke daswey (10 th) saal shi'abey Abi Taalib se nikal kar Makkah waapas aa gaey. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ISLAMI TARIKH ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD K

Pyaare Nabi Sallallahu alaihi wa sallam part 36

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0504)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 09-R.Aakhar-1438 08- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-36๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Kuffar e Makkah ke zulm w sitam aur rok thaam ke bawajood islam teizy se badhta raha Ye deikh kar kuffar e Makkah ne tadbir sochi ke Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) aur uun ke khandan ka boycott (เคฌเคนिเคธ्เค•ाเคฐ) kiya jaey, Lihaza kuffar e Makkah ne aapas me milkar mashwarah kar ke eik ahad naama likha aur uusey khaana e kaaba par latka diya, iss ahad naamey ke mutabiq koee bhi Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) aur uun ke khandan walon se meil jul, lein dein aur shaadi biyaah nahi kar sakta tha, Lihaza Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ko Bani Hashim aur musalmano ke sath eik khaai (เค–ाเคˆ) me jaana pada. Jis ka naam shi'abey Abi Taalib he. Yahaan sab musalmano ne 3 saal ka zamaana guzaara. Jis me sakht takaalif ka saamna karna pada. Bhuk aur pyaas ki shiddat ki wajah

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 35

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0503)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 08-R.Aakhar-1438 07- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-35๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Ham log wohi kehtey hai jo hamaarey Nabi (Sallallahu alaihi wa sallam) ne farmaya he, ke Hazrat isaa (a.s.) Allah ke bandey aur uus ke Rasul the, Najjashi ne zameen se eik tinka uutha kar kaha: Khuda ki qasam ! Musalmano ne jo kaha he, Hazrat isaa (a.s.) eik tinkey ki miqdaar bhi ziyadah nahi the, Aur phir Najjashi ne musalmano se kaha ke tum log aman se raho Mai soney (เคธोเคจा-gold) ka eik pahaad lekar bhi tum ko sataana pasand nahi karunga. Aur phir kuffar ke tamaam hadiye aur tohfey waapas kar deney ka hukm diya, aur kaha ke Khuda ne mujhey rishwat ke bagair hukumat aur saltanat ataa farmaai he, lihaza mai tum se rishwat lekar inn musalmano ko hargiz tumharey hawaaley nahi karunga. Darbaar khatm huwa. Musalman ba'khushi darbaar se waapas huey Aur kuffar ka wafd zillat w r

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 34

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0502)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 07-R.Aakhar-1438 06- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-34๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Jab kuffar e Makkah Najjashi baadshah ke darbaar se apni koshish me nakam ho kar nikley toa Amr bin Aas ne kaha ke mai kal baadshah ke saamney aisi baat kahunga jiski wajah se wo inn musalmano ko khatm karney ka hukm de dega. Agley roz Amr bin Aas ne Najjashi ke paas aa kar kaha ke ye log Hazrat isaa (a.s.) ki shaan me bahot hi sakht baat kehtey hai, Najjashi baadshah isaai tha. uus ne sahaba e kiraam ko bulwaya aur puchha: Tum log Hazrat isaa (a.s.) ke baarey me kya kehtey ho ? Hazrat Jaafar (rd.) ne farmaya: Ham log wohi kehtey hai jo hamaarey Nabi (Sallallahu alaihi wa sallam) ne farmaya ke... ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ISLAMI TARIKH ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (211)

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 33

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0501)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 06-R.Aakhar-1438 05- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-33๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Zulm w sitam aur khunrezi aur dusri buri baaton se roka, Ham inn baaton par imaan le aaey, iss par hamaari qoum naraz ho gaee, aur hamein taklifein pahochaney lagi, Toa phir ham aap ke mulk me aa gaye, Phir Hazrat Jaafar (rd.) ne Surah Mariyam ki chand aayatein padh kar sunaai, Baadshah par iska itna asar huwa ke aankh se aansu behney lagey hatta ke dadhi tar ho gaee, aur baadshah ne kuffar e Makkah ko ye keh kar darbaar se nikalwa diya ke mai  inn logon ko hargiz tumharey hawaaley nahi karunga. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ISLAMI TARIKH ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (209)

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 32

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0500)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 05-R.Aakhar-1438 04- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-32๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Musalmano ki taraf se Hazrat Jaafar (rd.) aagey badhey aur kaha: Aey baadshah ! Ham log jahaalat w gumraahi me mubtila the, Booton ki pooja kartey aur murdaar khatey the, Ham me se taaqatvar kamzor par zulm karta tha Ham isee haal me the ke Allah T'aala ne ham par fazal farma kar eik Rasul bheja Jinki sachchai, amaanatdari aur paak daamani ko ham pehley se jaantey the, unho ne hamein eik Allah ki ibaadat karney, namaaz, roza aur zakaat adaa karney aur padosiyon w rishtedaron ke sath achchha sulook karney ka hukm diya. Zulm w sitam aur khunrezi aur dusri buri baaton se roka.. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ISLAMI TARIKH ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (209)

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 31

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0499)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 04-R.Aakhar-1438 03- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-31๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Kuffar e Makkah ne jab ye deikha ke sahaaba e kiraam (rd.) Habsha jaa kar sukoon w itminaan ke sath zindagi guzaar rahey hai, toa unho ne mashwarah kar ke Amr bin Aas aur Abdullah bin Abi Rabie ko bahot saarey tohfey dekar baadshah e Habsha ke paas bheja. wahaan ka baadshah isaai tha. uun dono ne wahaan jaa kar tohfey peish kiye aur kaha ke hamarey yahaan se kuchh log apney Baap Dada ka mazhab chhod kar eik naya deen ikhtiyaar kar ke aap ke mulk me bhaag kar aa gaye hai, isliye aap uun logon ko hamarey sath waapas kar dijiye. Baadshah ne musalmano ko bula kar haqiqat e haal daryaft kiya... ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ISLAMI TARIKH ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (209)

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM, PART 30

๐Ÿ”ถ      ﷽      ๐Ÿ”ถ ๐Ÿ’    (0498)     ๐Ÿ’ ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ 03-R.Aakhar-1438 02- January -2017 ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ ๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’ (Sallallahu alaihi wa sallam) ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ ๐ŸŒปMsg-No-30๐ŸŒป ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ Kuffar ne inn logon ki hijrat ki khabar sunkar pichha kiya. Magar kuffar ke pahuchney se pehley hi kashtiyan Jeddah ki bandar gaah se nikal chuki thi. Habsha pahuch kar musalman aman w sukoon ki zindagi guzaar rahey the, uun ke baad aur logon ne bhi hijrat ki, Jinki ta'adad 100 se zaaid thi, Aur uus me Huzur Sallallahu alaihi wa sallam ke chachazaad bhai Hazrat Jaafar taiyyar (rd.) bhi the, inn hazraat ne jo hijrat ki thi Wo sirf apney jism w jaan hi ki hifazat ke liye nahi, Balki apney deen w imaan bachaaney aur itminaan ke sath Allah ki ibaadat karney ke liye hijrat ki thi. ๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น ISLAMI TARIKH ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦๐ŸŒท♦ (207)