Posts

Showing posts from November, 2016

Today is the blessed day of Friday

Image

PAAK DAAMANI [Part 3]

🔶      ﷽      🔶 💐    (0457)     💐 💌💌💌💌💌 21  -  Safar  -  1438 22-November-2016 💌💌💌💌💌 💝    PAAK     💝 💐 DAAMANI 💐 💌💌💌💌💌 🌷Msg.No.-03🌷 ♦Aakhri hissa♦ 💌💌💌💌💌 ulma, sulha aur dusrey log hairaan huey ke itney logon ne touba ki magar rahmat ki baarish na barsi, uus naujawan se puchha ke Aey naujawan ! Hamein bhi zara bata ke terey wo kounsey alfaaz the jisney Allah ki rahmat ko khinch liya. Naujawan kehney laga: Mai uus maa ka beita hun jo taqwa wali aur paak saaf zindagi guzaar chuki he Mainey ja kar uus ki chaadar ka kouna pakda aur kaha: Aey Rabbey karim ! Ye meri wo maa he jisney paak daamani ki zindagi guzaari, Aap ko uus ki paak daamani ka waasta deita hun ke Aap rahmat ki baarish barsa dein. Allah T'aala ne fowran rahmat ki baarish barsa dee. Natija ye nikla ke jab insaan neiki ki zindagi ikhtiyar karta he toa Allah T'aala ki badi rahmatein naazil hoti he. 🔹🔹🔹🔹🔹 Kitab: Kitney badey hai honsley parvardigaar ke 🍂 Hazr

PAAK DAAMANI [Part 2]

🔶      ﷽      🔶 💐    (0456)     💐 💌💌💌💌💌 20  -  Safar  -  1438 21-November-2016 💌💌💌💌💌 💝    PAAK     💝 💐 DAAMANI 💐 💌💌💌💌💌 🌷Msg.No.-02🌷 💌💌💌💌💌 uusi darmiyan eik naujawan apni walidah ko lekar qareebi raastey se guzar raha tha, uus ne logon ko ikattha deikha toa qareeb aaya aur sawaari se uutar kar puchha ke log yahaan kyun jamaa he ? uunho ne kaha: Qahatsaali he, aur ham Allah se rahmat ki baarish maang rahey he, ham sab muaafi maang rahey hai magar baarish ke aasaar zaahir nahi ho rahey. Naujawan kehney laga: Achchha ! Phir wo gaya aur apni walidah ki chaadar ka kouna pakad kar uus ne chand alfaaz kahey. uus naujawan ke wo alfaaz kehney hi the ke aasmaan par baadal chha gaye aur khub baarish barasna shuru ho gaee. 🔹🔹🔹🔹🔹 Baqi kal insha Allah 💝💝💝💝💝 DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦🌷♦

PAAK DAAMANI [Part 1]

🔶      ﷽      🔶 💐    (0455)     💐 💌💌💌💌💌 19  -  Safar  -  1438 20-November-2016 💌💌💌💌💌 💝    PAAK     💝 💐 DAAMANI 💐 💌💌💌💌💌 🌷Msg.No.-01🌷 💌💌💌💌💌 Shaikh Abdul Haq Dahelwi (r.a.) ne eik ajeeb waqi'aa likha he ke eik martaba Dehli me qahat (dukaal) pada, Baarish nahi hoti thi hatta ke darakht khushk ho gaey, dariyaon aur nahron ka paani km ho gaya Log pareshaan the ke faslein (kheiti) nahi ho rahi, Qahat'saali ki wajah se charind parind pareshaan ho gaey hatta ke sab log shahar se baahar nikley ke ham namaz e istisqa (baarish ke liye padhi jaaney waali namaz) padhein aur Allah Rabbul izzat se duaa maangey, Sab ulma aur sulha bhi shahar se baahar aa gaey, Sab ne milkar namaz e istisqa padhi aur duaa maangi magar phir bhi baarish ke aasaar zaahir na huey. 🔹🔹🔹🔹🔹 (Baqi kal insha Allah) 💝💝💝💝💝 DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦🌷♦

ALLAH KI QUDRAT

🔶      ﷽      🔶 💐    (0445)     💐 💌💌💌💌💌 09  -  Safar  -  1438 10-November-2016 💌💌💌💌💌 💝   ALLAH    💝 🍂      KI        🍂 🌿  QUDRAT 🌿 💌💌💌💌💌 Allah T'aala ne hamarey faidey ke liye zameen se be'shumaar neamatein paida farmaai, uun me se eik ganna (गन्ना-શેરડી) bhi he, Jo deikhney me baans ki tarah hota he, Magar uus ke andar bharpur rass (रस) hota he Jis se shakar wagairah taiyaar ki jati he, Aur phir be'shumaar mithaiyan aur halvey wagairah banaaey jatey hai, Allah T'aala ne ganney ke rass me badi shifa rakkhi he, isliye Atibba (हकीम) aur Doctor Marizon ko uus ka rass piney ka mashwara deitey hai. Aakhir baans jaisey iss ganney me mufeed rass koun paida karta he ? Yaqinan Allah hi ne apni qudrat se iss me mitha rass paida kiya. 🔹🔹🔹🔹🔹 SUB'HANALLAH 💝💝💝💝💝 DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦🌷♦ (359)

जरूर पढ़े

*जरूर पढ़े* ✍✍✍✍✍✍ आज पता चला कि माल व दौलत💰 की क्या हैसियत है.. एक ही झटके में 💰500 व 1000 के नोटों से भरी तिजोरी बे हैसियत हो गयी।.... इसी से अंदाजा लगाएं कि आज हम जिस माल व दौलत के खातिर *दीन के एहकमात को कोई हैसियत नहीं देते कल क़यामत के दिन क्या होगा* जब एक नेकी के मुक़ाबले में पूरी दुनिया की दौलत बे हैसियत होगी। *या अल्लाह हमें माल व दौलत से ज्यादा नेक आमाल जमा करने वाला बना दे*