Masbooq Kise Kehte Hain?

سوال: *مسبوق کسے کہتے ہیں؟*

جواب: *جو شخص جماعت میں شروع سے شریک نہ ہو بلکہ اس کی کوئی رکعت فوت ہو گئی، اسے مسبوق کہتے ہیں، اس کا حکم یہ ہے کہ امام کے فارغ ہونے کے بعداپنی چھوٹی ہوئی رکعات پوری کرے، اور پہلی دوسری رکعت میں ’’اَلْحَمْدُ‘‘ کے بعد سورت بھی پڑھے۔*
(فتاوی محمودیہ:۶؍۵۴۲)

Sawaal: *Masbooq Kise Kehte Hain?*

Jawaab: *Jo Shakhs Jamaat Me Shuroo Se Shareek Na Ho Balke Us Ki Koi Rakat Faot Ho Gayi, Use Masbooq Kehte Hain, Us Ka Hukm Yeh Hai Ke Imaam Ke Faarigh Hone Ke Baad Apni Chhuti Huyi Rakaat Poori Kare, Aur Pehli Dusri Rakat Me ’’اَلْحَمْدُ‘‘ Ke Baad Surat Bhi Padhe.*

[Fataawa Mahmoodiyad:6/542]

Comments