⛩ *Bade Bade Gunaah*⛩ ⚃ *Part: 3*⚃

🕌🕌🕌🕌  ﷽  🕌🕌🕌🕌🕌

        ⛩ *Bade Bade Gunaah*⛩

                      ⚃ *Part: 3*⚃

                ※✧※✧※✧※✧※✧※

⊗ 11- Aar dilana ,

➟ Yani kisi ko Uske kisi Gunaah ya Khata ko yaad dila kar sharminda karna ,Halanki Wo usse Tauba kar chuka ho ,

⊗ 12- Kisi ke Nuqsaan per Khush hona ,

⊗ 13- Takabbur Karna ,

➟Yani apne ko bada aur Doosre ko Haqeer samajhna,

⊗ 14- Fakhr Karna ,

➟Yani Apni Badaai jatana ,

⊗ 15- Qudrat ke bavjood Zarurat mand Kï madad na karna ,

⛓ *Bade Bade Gunaah Jo Bager Tauba Ke Maaf Nahi Hote aur Ek bhi Gunaah Jannat se Jahannam me Le Jane Ke Liye Kaafi he ( Magar Allah Ta'ala jis per Fazl Farmaye)*
  

📁 *Book Ref:-Ek Minut Ka Madarsa* 
  
   ◣_◢◣_◢◣_◢◣_◢◣_◢◣_◢

Comments

Popular posts from this blog

30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan (Part 3)

30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan (Part 4)

30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan (Part 5)