ALLAH KI QUDRAT
๐ถ ๏ทฝ ๐ถ
๐ (0445) ๐
๐๐๐๐๐
09 - Safar - 1438
10-November-2016
๐๐๐๐๐
๐ ALLAH ๐
๐ KI ๐
๐ฟ QUDRAT ๐ฟ
๐๐๐๐๐
Allah T'aala ne hamarey faidey ke liye zameen se be'shumaar neamatein paida farmaai,
uun me se eik ganna (เคเคจเฅเคจเคพ-เชถเซเชฐเชกเซ) bhi he,
Jo deikhney me baans ki tarah hota he,
Magar uus ke andar bharpur rass (เคฐเคธ) hota he
Jis se shakar wagairah taiyaar ki jati he,
Aur phir be'shumaar mithaiyan aur halvey wagairah banaaey jatey hai,
Allah T'aala ne ganney ke rass me badi shifa rakkhi he,
isliye Atibba (เคนเคเฅเคฎ) aur Doctor Marizon ko uus ka rass piney ka mashwara deitey hai.
Aakhir baans jaisey iss ganney me mufeed rass koun paida karta he ?
Yaqinan Allah hi ne apni qudrat se iss me mitha rass paida kiya.
๐น๐น๐น๐น๐น
SUB'HANALLAH
๐๐๐๐๐
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
โฆ๐ทโฆ
(359)
Comments
Post a Comment