PAAK DAAMANI [Part 3]

🔶      ﷽      🔶
💐    (0457)     💐
💌💌💌💌💌
21  -  Safar  -  1438
22-November-2016
💌💌💌💌💌
💝    PAAK     💝
💐 DAAMANI 💐
💌💌💌💌💌
🌷Msg.No.-03🌷
♦Aakhri hissa♦
💌💌💌💌💌
ulma, sulha aur dusrey log hairaan huey ke itney logon ne touba ki magar rahmat ki baarish na barsi,
uus naujawan se puchha ke
Aey naujawan !
Hamein bhi zara bata ke terey wo kounsey alfaaz the jisney Allah ki rahmat ko khinch liya.
Naujawan kehney laga:
Mai uus maa ka beita hun jo taqwa wali aur paak saaf zindagi guzaar chuki he
Mainey ja kar uus ki chaadar ka kouna pakda aur kaha:
Aey Rabbey karim !
Ye meri wo maa he jisney paak daamani ki zindagi guzaari,
Aap ko uus ki paak daamani ka waasta deita hun ke Aap rahmat ki baarish barsa dein.
Allah T'aala ne fowran rahmat ki baarish barsa dee.
Natija ye nikla ke jab insaan neiki ki zindagi ikhtiyar karta he toa Allah T'aala ki badi rahmatein naazil hoti he.
🔹🔹🔹🔹🔹
Kitab:
Kitney badey hai honsley parvardigaar ke
🍂
Hazrat peer Moulana Zulfiqar Naqshbandi D.B.
💝💝💝💝💝
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
♦🌷♦

Comments