Namaaz Ke Saheeh Hone
*مسئلہ*
*نماز کے صحیح ہونے کی ایک شرط یہ ہے کہ اس نماز کا وقت داخل ہو چکا ہو،*
*پھر جو نماز وقت کے اندر پڑھی گئی وہ توادا ہوئی، اور جو وقت نکلنے کے بعد پڑھی گئی وہ قضاء ہوئی ، اور جو وقت سے پہلے پڑھی گئی وہ نہ ادا ہے اور نہ قضاء بلکہ سِرے سے نماز ہی نہیں ہوئی۔*(ازکتب الفقہ)
*Mas’alah*
*Namaaz Ke Saheeh Hone Ki Ek Shart Yeh Hai Ke Us Namaaz Ka Waqt Daakhil Ho Chuka Ho, Phir Jo Namaaz Waqt Ke Andar Padhi Gayi Woh To Ada Huyi, Aur Jo Waqt Nikalne Ke Baad Padhi Gayi Woh Qaza Huyi, Aur Jo Waqt Se Pehle Padhi Gayi Woh Na Ada Hai Na Qaza Balke Sire Se Namaaz Hi Nahin Huyi.*
📓 [Az Kutub-ul-Fiqh]
Comments
Post a Comment