Hazrat Isa علیہ السلام Ke Muta’alliq Musalmaanon Ka Aqeedah
*حضرت عیسیٰ علیہ السلام کے متعلق مسلمانوں کا عقیدہ*
ٌقرآن وحدیث کی روشنی میں مسلمانوں کا یہ ایمان ہے کہ
*حضرت عیسیٰ علیہ السلام اللہ کے بیٹے نہیں، بلکہ اللہ کے برگزیدہ بندے اور رسول ہیں۔*
*انہیں اللہ کے حکم سے آسمانوں پر اُٹھا لیا گیا، اور قیامت کے قریب دمشق کی جامع مسجد کے مشرقی مینار ہ پر اُتر یں گے۔*
*Hazrat Isa علیہ السلام Ke Muta’alliq Musalmaanon Ka Aqeedah*
Qur’aan-o-Hadees Ki Raoshni Me Musalmaanon Ka Yeh Imaan Hai Ke
*Hazrat Isa علیہ السلام Allah Ke Bete Nahin, Balke Allah Ke Barguzeedah Bande Aur Rasool Hain.*
*Unhein Allah Ke Hukm Se Aasmaanon Par Utha Liya Gaya, Aur Qayaamat Ke Qareeb Damishq Ki Jama Masjid Ke Mashriqi Minaare Par Utrenge.*
Comments
Post a Comment