Posts

HIDAYAT KE CHIRAGH

💌💌💌💌💌 💜 HIDAYAT    💜 🌋        KE        🌋 💝 CHIRAGH  💝 💌💌💌💌💌 Hazrat zuber bin Awwam (rd.) bhi uun khush naseeb sahaaba me hai, Jin ko  Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ne duniya hi me jannat ki khush khabri suna di thi, Aap islam laaney walon me chothey ya paanchvey sahaabi the, uunho ne 15 saal ki umr me islam qubul kiya, Habsha aur Madinah dono jagah ki hijrat ki, Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ke sath tamaam ghazwaat me shareeq rahey Ghazwah Khandaq ke mouqey parRasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya: Koun he jo dushman ke lashkar ki khabar laaey ? Hazrat Zuber (rd.) ne arz kiya ke mai khabar laaunga Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya: Har Nabi ke liye Hawaari hotey hai, aur merey Hawaari Zuber hai, Hazrat Al...

GHIBAT KI BADBU

🔶      ﷽    🔶 💐    (0373)   💐 💌💌💌💌💌 26-zil Qadah-1437 30 - August-  2016 💌💌💌💌💌 ♨     GHIBAT    ♨ ♦         KI          ♦ ⭕     BADBU     ⭕ 💌💌💌💌💌 Eik sahaabi Huzur sallallahu alyhi w sallam Ke sath the ke eik badbu uthi, Aap sallallahu alaihi w sallam ne farmaya: jaantey ho ye badbu kis ki he? Ye badbu uun logon ki he jo musalmano ki ghibat kartey hai. 🔹🔹🔹🔹🔹 MUSNAD E AHMAD 💝💝💝💝💝 DUSRON KO FWD KARNE KI GUZARISH ♦

AAP NE KABHI SOCHA

❀۞❀                                                          बिस्मिल्लाहिर्रहमानिर्रहीम            ┄─═✧═✧ ═✧═✧═─┄      ❈❁❈❁❈❁❈❁❈❈❁❈❁❈❁❈❁❈        ⊙AAP NE KABHI SOCHA   ⊙        ...

ALLAH KI QUDRAT

🔶 ﷽ 🔶 💐 (0367) 💐 💌💌💌💌💌 20-zil Qadah-1437 24 - August- 2016 💌💌💌💌💌 💜 ALLAH 💜 🌋 KI 🌋 💝 QUDRAT 💝 💌💌💌💌💌 Jab insaan din bhar kaam kar ke thak jata he, Toa Allah T'aala uus ki thakaan dur karney ke uus par nind taari kar deta he, Ye Nind uus ki fikar w gam ko dur kar ke aisa sukun w raahat ka zariya banti he ke duniya ki koee chiz uus ka badal nahi ban sakti, Phir Allah T'aala ne ye neamat amir w ghareeb, aalim w jaahil, baadshah w faqeer har eik ko yaksaan ataa farma rakhi he, Aur uus ke liye raahat ka waqt muta'aiyyan kar diya he, Agar insaan ko nind na aaey toa uus ka dimaghi tawaazun bigad jata he, Aur hosh w hawaas khatm ho jatey hai, Logon ke liye raat ka waqt muta'aiyyan karna aur sath me nind ka aa jaana Allah T'aala ki azeem qudrat ki nishani he. 🔹🔹🔹🔹🔹 ALLAHU AKBAR 🍂KABIRAH🍂 💝💝💝💝💝 DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ♦🅾♦ (231)

HALAAKAT KA SABAB

🔶      ﷽    🔶 💐    (0366)   💐 💌💌💌💌💌 19-zil Qadah-1437 23 - August-  2016 💌💌💌💌💌 ♨HALAAKAT ♨ 🔴      KA        🔴 💢   SABAB    💢 💌💌💌💌💌 3 chizein halaakat ka sabab he, Jab Allah kisi bandey ko halaak karna chahta he toa uusey 3 chizon me mubtila kar deita he, 🍂 1-uus ko ilm deita he lekin amal ki towfiq salb kar leita he. 🍂 2-salehin ki sohbat ka mouqa deita he lekin uun ke martabey, m'aarifat aur uun ki qadr dil se nikaal li jaati he. 🍂 3-Neik kaam karney ka mouqa diya jata he lekin ikhlaas se mahrum kar diya jata he. 🔹🔹🔹🔹🔹 RWDTUS SALEHIN jild - 01 ...

ALLAH KI QUDRAT

🔶      ﷽    🔶 💐    (0364)   💐 💌💌💌💌💌 17-zil Qadah-1437 21 - August-  2016 💌💌💌💌💌 💝   ALLAH    💝 🌋       KI        🌋 🍂  QUDRAT  🍂 💌💌💌💌💌 Allah T'aala ne insaan ko dimagh jaisi azeem ne'amat ataa farmaai he aur uus me sochney, samajhney aur bahot si baaton ko yaad rakhney ki salahiyat rakhi he, jis ki wajah se uus chhotey se dimagh me deen aur duniya ke muta'alliq be'shumar baatein mehfuz rehti hai aur wo uusey zarurat ke waqt bahot kaam aati he. Agar Allah T'aala insaan ko dimagh ke andar mehfuz rakhney ki quwwat se na nawazta toa kitni pareshani hoti, Waqe'i Allah T'aala ne apni qudrat se dimagh me sochne...

Ek aadmi maaldaar tha lekin qurbani ke din aane se pehle garib hogaya to kya us per qurbani wajib he ???

​🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​​​ 〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰     ​🌺 Masaaile Qurbani 🌺​​​​            ​📣 ​Masala no 15 📣​​​​​ 📜Sawal..  Ek aadmi maaldaar tha lekin qurbani ke din aane se pehle garib hogaya to kya us per qurbani wajib he ??? ✅Jawab..  Qurbani ke din me garib hogaya yani sahibe nisab nahi raha to is per qurbani wajib nahi..  Mas'ala no  16 📜Sawal.. Ek shakh garib tha lekin qurbani ki dino me maaldaar hogaya to us per qurbani wajib he?? ✅Jawab... Jo pehle faqir tha, Qurbani ki dino me ya qurbani ke tisre din aakhri waqt me bhi maaldaar hogaya to us per qurbani wajib he..  📗(Mustafad kitabul masail 2/222) 📝M ibrahim alyani...