ALLAH KI QUDRAT

πŸ”Ά ﷽ πŸ”Ά
πŸ’ (0367) πŸ’
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
20-zil Qadah-1437
24 - August- 2016
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
πŸ’œ ALLAH πŸ’œ
πŸŒ‹ KI πŸŒ‹
πŸ’ QUDRAT πŸ’
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
Jab insaan din bhar kaam kar ke thak jata he,
Toa Allah T'aala uus ki thakaan dur karney ke uus par nind taari kar deta he,
Ye Nind uus ki fikar w gam ko dur kar ke aisa sukun w raahat ka zariya banti he ke duniya ki koee chiz uus ka badal nahi ban sakti,
Phir Allah T'aala ne ye neamat amir w ghareeb, aalim w jaahil, baadshah w faqeer har eik ko yaksaan ataa farma rakhi he,
Aur uus ke liye raahat ka waqt muta'aiyyan kar diya he,
Agar insaan ko nind na aaey toa uus ka dimaghi tawaazun bigad jata he,
Aur hosh w hawaas khatm ho jatey hai,
Logon ke liye raat ka waqt muta'aiyyan karna aur sath me nind ka aa jaana Allah T'aala ki azeem qudrat ki nishani he.
πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή
ALLAHU AKBAR
πŸ‚KABIRAHπŸ‚
πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
♦πŸ…Ύ♦
(231)

Comments