Ek aadmi maaldaar tha lekin qurbani ke din aane se pehle garib hogaya to kya us per qurbani wajib he ???

​🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​​​
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
    ​🌺 Masaaile Qurbani 🌺​​​​
           ​📣 ​Masala no 15 📣​​​​​

📜Sawal.. 

Ek aadmi maaldaar tha lekin qurbani ke din aane se pehle garib hogaya to kya us per qurbani wajib he ???

✅Jawab.. 
Qurbani ke din me garib hogaya yani sahibe nisab nahi raha to is per qurbani wajib nahi.. 

Mas'ala no  16

📜Sawal..

Ek shakh garib tha lekin qurbani ki dino me maaldaar hogaya to us per qurbani wajib he??

✅Jawab...

Jo pehle faqir tha,
Qurbani ki dino me ya qurbani ke tisre din aakhri waqt me bhi maaldaar hogaya to us per qurbani wajib he.. 

📗(Mustafad kitabul masail 2/222)

📝M ibrahim alyani Sb..
●════════════════════●
​​Note-​​​ Islamic GrouP Ke Sabhi text Msgs Ke Liye Islamic Group App Download Kre., https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

Comments

Popular posts from this blog

30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan (Part 5)

30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan (Part 3)