ALLAH KI QUDRAT

๐Ÿ”ถ       ๏ทฝ       ๐Ÿ”ถ
๐Ÿ’     (0426)     ๐Ÿ’
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
20-Muharram-1438
22 - October - 2016
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
๐Ÿ’    ALLAH   ๐Ÿ’
๐Ÿ‚        KI       ๐Ÿ‚
๐ŸŒฟ  QUDRAT  ๐ŸŒฟ
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
Allah T'aala ne iss duniya ko rang'birangi chizon se sajaya,
uun me se eik chhoti si nazuk makhluq titlee (เชคเซ€เชคเชฒเซ€) he,
Titlee din bhar baghichon aur phulwari ke phulon ke aas'paas mandlati rehti he
aur uus ka ras chus kar apna peit bharti he,
uus ke badan par itney khubsurat par hotey hai
ke jaisey kisi maahir tasveer bananey waley ne uun par rang'birangi tasveer banaee ho,
aur ajeeb baat ye he ke uus ke dono paron ki design (เชกเซ€เชเชพเช‡เชจ) aur rang bilkul eik jaisa hota he
ye Allah T'aala ki qudrat ki kaarigiri he
jisney eik chhoti si makhluq titlee ko itney rang ataa kiye hai.
๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น
SUB'HANALLAH
๎ท๎ท๎ท๎ท๎ท
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
โ™ฆ๐ŸŒทโ™ฆ
(459)

Comments