RAHMAT E ILAAHI

πŸ”Ά       ο·½       πŸ”Ά
πŸ’     (0424)     πŸ’
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
18-Muharram-1438
20 - October - 2016
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
πŸ„  RAHMAT  πŸ„
πŸ‚       E          πŸ‚
   ILAAHI    
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
πŸ”ΈHissa awwalπŸ”Έ
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
Eik baadshah ne eik aalim se kaha:
Aap bahot dur rehtey hai,
mujhey aap se badee muhabbat hai,
aap aaey aur merey paas aa kar rahey.
Agar aajkal kisi bandey ko baadshah daawat deta toa wo sar ke bal chalkar jaata,
Lekin wo Allah waley the,
jab unhey ye paigaam mila toa wo aaey aur unhoney baadshah se bharey darbaar me kaha:
Baadshah salaamat !
agar mai aap ke paas aakar rahun aur aap ki koee baandi ho aur aap mujhey kisi din deikhey ke mai aap ki uus baandi ke saath zeena ka murtaqib ho raha hun toa aap ka ravaiyya (bartaav) kya hoga,
πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή
(Baaqi kal insha Allah)

DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
β™¦πŸŒ·β™¦

Comments