Posts

BIKHRE MOTI 391

http://www.bikhremoti.hpage.com ✨💓✨💓✨💓✨💓✨   ✨💓BIKHRE MOTI💓✨ ✨💓✨💓✨💓✨💓✨ ┊  ┊  ┊  🌟 ┊  ┊  🌟 ┊  🌟 🌟 👌🏻 391 🌟NABI ﷺ KE GHAR KA ZAAHIDAANA MAAHOL🌟          (Msg 390 se aagey) 🔹Aap ﷺ ne Haz. Fatimah rd. se mukhatab ho kar farmaya : Fatima Allah se daro, ghar ka kaam khud karo, Allah ke huqooq wa faraaiz adaa karo aur 🔹Sote waqt 33 martaba سبحان الله 33 martaba   الحمدالله Aur 34 martaba الله اكبر Keh...

Bikhare Moti_390

http://www.bikhremoti.hpage.com ✨💓✨💓✨💓✨💓✨   ✨💓BIKHRE MOTI💓✨ ✨💓✨💓✨💓✨💓✨ ┊  ┊  ┊  🌟 ┊  ┊  🌟 ┊  🌟 🌟 👌🏻 390 🌟NABI ﷺ KE GHAR KA ZAAHIDAANA MAAHOL🌟 🔹Haz. Fatimah rd. ke saath Aap ﷺ ko jaisa talluq tha uska tazkirah guzar chuka hai, 🔹Unka yeh haal tha ke ghar ke saare kaam-kaaj karte karte kapde gubaar me at jate, 🔹Chakki chalaane  se haathon me gatte pad gaye the, 🔹Ek mauqe par kahin se kuchh gulaam wa baandiyan aayi, Haz. Ali rd. ne Haz. Fatimah rd. ki yeh haalat Aap ﷺ ko bataayi aur ek khaadimah maangi, 🔹Aap ﷺ ne Haz. Fatimah rd. se farmaya : . .. .... (Baqi ...

Parda - 3

▫▪▫▪▫▪▫▪▫▪ ⚪ Bismillahirrahmanirrahim ⚪  PARDA  ▪ PART-3 ▪ ⚪ Ajnabi na-mehram se haath milana najayaz he, ⚫ T V ke Deeni Programs me Aurto ka gair mehram ke saath saamne bethna islam me to najayaz he, lekin shayad T V walo ka islaam kuchh mukhtalif ho? ?  Jayaz kaam ke liye najayaz cheej ka istemal kisi bhi Surat me jayaz nahi,, isliye T V ka istemal Deeni Programs ke liye najayaz he, ⚪Nabalig ladki ko parda karwana maa baap ki jimmedari he, ⚫ Aurat ki awaaz bhi shar'an Satar he, gair mardo ko uska sunna or sunana jayaz nahi, khususan jabki mojibe fitna ho,  Aurto ka Jalso me vaaz nasihat karna, Naate kalam pesh karna,is hukm me dakhil he, muntzim, sunne wale, sunane wale sabhi gunahgar he, or Hujoor Sallallahu Alaihivasallam ki naraazgi or bad- dua ke mustahik he,  Jadeed waqt me Aurto ka mobile per mardo se baat karna bhi fitna h...

BIKHRE MOTI_389

http://www.bikhremoti.hpage.com ✨💓✨💓✨💓✨💓✨   ✨💓BIKHRE MOTI💓✨ ✨💓✨💓✨💓✨💓✨ ┊  ┊  ┊  🌟 ┊  ┊  🌟 ┊  🌟 🌟 👌🏻 389 🌟NABI ﷺ KE GHAR KA ZAAHIDAANA MAAHOL🌟 🔹Fakro zabuhaali us waqt bhi qaayim rahi jab Aap ﷺ ke paas maalo daulat ke dher aakar lagne lage the, 🔹Jis din maal aataa, Aap us waqt tak ghar ke ander tashrif na le jaate jab tak woh taksim na ho jata, 🔹Fidak se kuchh galla anaaj aaya, Haz. Bilal rd. ne woh bech kar woh karz adaa kiya jo ek yahudi se Aap ﷺ ne kisi deenee zarurat ke liye liya tha, 🔹Aap ﷺ ne Haz. Bilal rd. se (jo gharelu umoor ki nigrani karte the) puchha : ke kuc...

Bikhare Moti_388

http://www.bikhremoti.hpage.com ✨💓✨💓✨💓✨💓✨   ✨💓BIKHRE MOTI💓✨ ✨💓✨💓✨💓✨💓✨ ┊  ┊  ┊  🌟 ┊  ┊  🌟 ┊  🌟 🌟 👌🏻 388 🌟NABI ﷺ KE GHAR KA ZAAHIDAANA MAAHOL🌟            (Msg 387 se aagey) 🔹Aur Allah ki taraf se Aap ko yeh hukm diya gayaa ke Aap apni biwiyon se saaf keh den ke Allah ke Rasul ﷺ ki Rafaaqat to isi haal aur fakro faaqah ke saath hi mumkin hai, is ghar ka to yehi haal rahega, 🔹Agar tum me se kisi ko duniya ki zindagi ki rifaahiyat (aaram) wa zeenat ki talab hai to woh mujh se bahusn wa ba khoobi alag ho sakti hai, 🔹Aur agar tumko Allah ki razaa, ...

Parda Part_2

▫▪▫▪▫▪▫▪▫▪ ⚪ Bismillahirrahmanirrahim ⚪  PRDA  ▪ PART-2 ▪ ⚪ Jin mehramo se parda nahi unse bila- takalluf guftgu karne ki ijatzat he lekin hansi mazaak karne ki apne mehram ke saath bhi ijazat nahi, ⚫ Aurat ka bager jaroorat bazaar me Jana jayaz nahi or mardo ke samne chehra kholne ki bhi ijazat nahi, agar bazaar jane ki jaroorat ho to ghar se nikalne ke baad ghar aane tak parde ki pabandi laajim he, jisme chehra dhakna bhi laajim he, ⚪Ajnabi na- mehramo se chardiwari ka parda he, na- mehram agar rishtedar ho or aurat saamne Jane per majboor ho to chadar ka parda laajim he,  Chachazaad, khalazaad, Fufizaad, Mamuzaad bhai, Behnoi ya Dever isi hukm me dakhil hai, ⚫ Mard ki Raane or ghutne Satar me shumar he inko aam jagah per kholna jayaz nahi,  Aajkal mard bhi esa libaas pehan kar ghoomte firte hai, k unki Raane or ghutne saaf nazar aate hai...

Bikhare Moti 387

http://www.bikhremoti.hpage.com ✨💓✨💓✨💓✨💓✨   ✨💓BIKHRE MOTI💓✨ ✨💓✨💓✨💓✨💓✨ ┊  ┊  ┊  🌟 ┊  ┊  🌟 ┊  🌟 🌟 👌🏻 387 🌟NABI ﷺ KE GHAR KA ZAAHIDAANA MAAHOL🌟 🔹Azwazje Mutahharaat bhi is tarze amal par nihaayat qana'at karne wali thi, aur sabro shukr se guzar karti thi, 🔹Jab Allah ki taraf se futuhaat ke baad khaane ki chizen aur maal wa daulat ki kuchh faraawani huyi to unko ummid huyi ke aam insano ki tarah Allah ke Rasul ﷺ apne ghar ke me'ayaar me kuchb behtari laayenge, 🔹Kam az kam 2 waqt ki roti ki had tak to unko bhi ummid thi ke yeh mayassar ho hi jayegi,  aur unhone uska mutalba kiya, 🔹M...