⚪Aurat ko chehre ka parda laajim he kyuki gandi or bimar nazre isi per padti hai,
⚪ Bismillahirrahmanirrahim ⚪
PARDA
▪ PART-1 ▪
⚪Aurat ko chehre ka parda laajim he kyuki gandi or bimar nazre isi per padti hai,
⚫ Chehra, haath, per aurat ka satar he yani namaz me in aaja ka chhipana jatoori nahi lekin gandi nazro se aaja ka hattalvasa chhipana jaroori he,
⚪ Aurat ka sarapa satar he, pas jab wo nikalti he to shaitan uski taak jhaak karta he,
⚫ Shar'an chehre ka parda laajim he, khususan is zamane me jab dil or nazar do no napaak ho to napaak nazro se chehre ki aabru ko bachana laajim he,
⚪Aurat ki sharm haya ka takaza to yahi he k wo kisi waqt bhi khule sar na rahe, lekin baap, bhai, beta, bhatija vagera jitne mehram hai unke saamne sar, gardan, baaju or ghutne se niche ka hissa kholna shar'an jayaz he,
⚫ koi mehram esa behaya ho k usko izzat or namoos ki parvah na ho, wo na-mehram ke hukm me he or usse parda karna laajmi he,
⚪ Esa makan jaha aurat ke liye na-mehramo se chardiwari ka parda mumkin na ho waha ye kare k poora badan dhakkar or chehre per ghunghat karke sharm hayaa ke saath na-mehramo ke samne jaye,
��ontinue in sha Allah ta'ala
�� Aapke Masayal or unka Hal,,
�� Jild 8, Safa 25,,,,
Talibe Dua,,,,,
🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟
Comments
Post a Comment