MUHABBAT E ILAAHI PART 8

πŸ”Ά      ο·½    πŸ”Ά
πŸ’    (0359)   πŸ’
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
12-zil Qadah-1437
16 - August-  2016
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
πŸ’œMUHABBATπŸ’œ
πŸŒ‹        E         πŸŒ‹
πŸ’    ILAAHI    πŸ’
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
πŸ‚(Msg.No-08)πŸ‚
πŸ”Ή(Aakhri hissa)πŸ”Ή
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
...Toa uus ne kaha ke deikho iss ghar me ya toa ye kitaab rahegi ya phir mai rahungi...
Tumhey iss me se kisi eik ke baarey me faisla karna hoga,
Wo kehney laga ke jab uus ladki ne ye kaha toa merey liye ye zindagi ka ajeeb waqt tha,
Mainey apney dil se kaha
ke tuney apni khwahisaat pura karney ke liye wo kuchh kar liya jo tujhey nahi karna chahiye tha,
Aaj tera rishta parwardigar se hamesha ke toot jaega,
Ab tu faisla kar ley,
Tu ladki ke sath rehna chahta he ya apney parwardigar ko chahta he,
Jab mainey dil me socha toa dil ne ye aawaaz di ke
Mai apney Rabb se Kabhi bhi dur nahi hona chahta,
Mainey ladki ko uusi waqt talaaq di,
Aur mainey dubarah kalimah padha aur ab mai hamesha ke liye pakka musalman ban chuka hun.
πŸ‚πŸŒ»πŸ‚
Sochiye itney ghaafil musalman ke dil me bhi Allah Rabbul izzat ki muhabbat ka beej moujood hota he.
πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή
TAMANNA E DIL
Safah-65
Hazrat shaikh Zulfiqar Naqshbandi D.B.
πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
β™¦πŸ…Ύβ™¦
(ATW/32)

Comments