MUHABBAT E ILAAHI PART 4

πŸ”Ά      ο·½    πŸ”Ά
πŸ’    (0355)   πŸ’
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
*08-zil Qadah-1437*
*12 - August-  2016*
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
*πŸ’œMUHABBATπŸ’œ*
*πŸŒ‹        E         πŸŒ‹*
*πŸ’    ILAAHI    πŸ’*
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
*πŸ‚(Msg.No-04)πŸ‚*
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
...Har eik ki apni apni baatein thi..
...3-4 saal aisi hi haalat me guzar gaey,
Yahaan tak ke dost ahbaab sab ki yaddasht se bhi nikalney laga,
Bhuli bisari chiz banta chala gaya,
Phir eik din masjid ke imaam sahab ne fajar ki namaz ke liye masjid ka darwaza khola toa deikha ke wohi nowjawaan aaya, uus ne wuzu kiya aur masjid me namaz ki saff me beith gaya,
Imaam Sahab badey hairaan,
uun ke liye toa ye bilkul ajeeb baat thi,
Imaam Sahab ne namaz padhai, aur uus ke baad uus ko salaam kiya,
Phir uus nowjawaan ko apney hujrey me (kamrey me) le gaye,
Aur pyaar muhabbat se puchha ke aaj badi muddat ke baad aap ki ziyarat (mulaqaat) naseeb huee...
πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή
*Baqi kal insha Allah*
πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
β™¦πŸ…Ύβ™¦
(ATW/31)

Comments