BIKHRE MOTI 405

http://www.bikhremoti.hpage.com

✨💓✨💓✨💓✨💓✨
  ✨💓BIKHRE MOTI💓✨
✨💓✨💓✨💓✨💓✨
┊  ┊  ┊  🌟
┊  ┊  🌟
┊  🌟
🌟
👌🏻405

✨EK NAV-MUSLIM AURAT KI AJEEB KAAR -GUZARI✨
           (Msg 404 se aagey)

🔹Naqaab aaj aurat ki aazadi ki ek baaizzat alaamat hai, jo usko gandi makhluk ki hawash raaniyo ka, toilet paper ki tarah ka saamaan banne se bachaata hai,

🔹Naqaab pahan kar aurat pehchaanti hai ke woh kaun hai...?

🔹Uska maqsad e zindagee kya hai...?

🔹Aur usko apne Khaaliq Allah se kaisa raabtah qaayim karna hai.

🔹Jo aurten islami hijaab ki baawaqaar aur baahayaa tehzeeb ke barey me maghrib ke qadeem ghise pite muta'assibana tasawwurat ki shikar hai, unse me kehti hun ke
"TUMHE PATAA NAHIN TUM KIS AZEEM NE'AMAT SE MEHRUM HO"

🔹Aur tehzeeb ke naamubarak thekedaron aur salibiyon se mera kehna hai ke tum bhi hijaab ko ikhtiyar karo,  usi me tumhari najaat hai.

📄Maahnaamah Alfurqaan, March san isvi 2007 mutaabik san hijri 1428, safa 33.

🌟✨🌟✨🌟✨🌟✨🌟

Comments