BIKHRE MOTI 415
http://www.bikhremoti.hpage.com
✨💓✨💓✨💓✨💓✨
✨💓BIKHRE MOTI💓✨
✨💓✨💓✨💓✨💓✨
┊ ┊ ┊ 🌟
┊ ┊ 🌟
┊ 🌟
🌟
👌🏻415
✨PEHLI TA'ABIR KA AETEBAR✨
🔹Haz. Anas bin malik rd. se marvi hai ke Aap ﷺ ne farmaya : jo pehli ta'abir de uska aetebar hai.
(Ibne mazah, safa-279)
💎Faidah💎
Jisse awwalan khwab bayan karey aur ta'abir le usi ta'abir ka aetebar hai, isi liye hukm hai ke har ek se khwab bayan na karey
🔹Hafiz ibne hajar ne zikr kiya hai ke musnad e abdur razzaq me abu kulaba ka qaul hai ke jaisi ta'abir di jaye waqea hoti hai.
(Fat'hul baari, jild-12, safa 432)
🌟✨🌟✨🌟✨🌟✨🌟
Comments
Post a Comment