Posts

Showing posts from June, 2016

⊙  IED – SPECIAL ☆  Part- 01 ☆

★☆★     ▁▁▁▂▂▂▃▃▄▄⚀▄▄▃▃▂▂▂▁▁▁        вɪѕмɪʟʟαнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнɪм               ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔                                   ✰━═━═━═━═━═━═━═━✰                ⊙  IED ...

  Aitikaaf  Ki  Tareef

🕌⚡                                      ┌╦═══════────────┐        │║ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ        └╩═══════────────┘                  ...

Aitkaafe Masnoon Ki Sharayat*       

🕌⚡                                      ┌╦═══════────────┐        │║ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ        └╩═══════────────┘      *Aitkaafe Masnoon Ki Sharayat*       ...

Kisi ne aankhon men surma dala ya sar pr tel lagaya or ye samja k roza toot gia or phir jaan booj kr kha pi lia to kia hukm he.??

🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟 〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰         🌹MASAILE RAMZAN🌹         MAS,ALA NO..26 SAWAL, Kisi ne aankhon men surma dala ya sar pr tel lagaya or ye samja k roza toot gia or phir jaan booj kr kha pi lia to kia hukm he.??     JAWAB. 🔸Jis aadmi ne aankhon men surma dala ya sar pr tel lagaya or ye samja k roza toot gia or phir jaan booj kr kha pi lia to us ka roza toot jay ga. 🔸Or us pr roze ki qaza bi or kaffara bi ada krna wajib he. 📙:-Behishti zewar &  Aap k masail or un ka hal      DUA FOR ✏ⓂMaulana Shahzad __________________________________

💎 Sadqa-e-Fitr ke Masail 💎

🌷Bismillaahirrahmanirrahim🌷 ▫▫ ▪▪ ▫ ▪▪ ▫▫ 💎 Sadqa-e-Fitr ke Masail 💎 ⭐ Eid-ul-Fitr ke din jo sadqa gareebon ko dena waajib hai, use “Sadqa-e-Fitr” kehte hain. 💎 Sadqa-e-Fitr kis par Waajib hai? ⭐ Sadqa-e-Fitr har aise musalmaan mard aur aurat par waajib hai jo Eid-ul-Fitr ke din nisaabe Zakaat ka maalik ho ya us ke paas nisaab ki qeemat ke baqadr istemaal se zaaid kapde, bartan, furniture, zeb-o-zeenat aur aaraaish ka saamaan ya zaroorat se ziyaada makaan ya zameen ho, khwaah us par saal na guzra ho. (Shaami: 7/273, Baabu Sadqatil Fitr) ⭐ Masla: Jis shaks par Sadqa-e-Fitr waajib ho, woh apni taraf se aur apni naabaalig aulaad ki taraf se Sadqa-e-Fitr ada kare. (Shaami: 7/281, Baabu Sadqatil Fitr) ⭐ Masla: Agar zaroorat se zaaid makaan kiraaye par diya huwa ho aur us ke kiraaye par guzar auqaat ho to us ki wajah se Sadqa-e-Fitr waajib na hoga aur ag...

SHAB E JUM'AA

🔶      ﷽    🔶 💌💌💌💌💌 🌋    SHAB     🌋 🍂        E        🍂 💜  JUM'AA   💜 💌💌💌💌💌 Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: jo shaks jum'aa ki raat SURA E DUKHAN (para no-25) padhega uski bakhshish kardi jaeygi, dusri riwayat me hai, subah tak 70 hazar farishtey uskey liye istigfaar kartey hai. 🔹🔹🔹🔹🔹 Attargeeb wat tarheeb 1/345 💝💝💝💝💝 DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH 🅾🌷🅾

Aitkaaf Ki Haalat me Jaa’iz Kaam

🕌⚡                                      ┌╦═══════────────┐        │║ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ        └╩═══════────────┘                Aitkaaf Ki Haalat...

☞ Aitikaaf  Ki  Tareef

🕌⚡                                      ┌╦═══════────────┐        │║ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ        └╩═══════────────┘           ☞ Aitikaaf  Ki  Tareef ...

☞  Aitkaaf kyu’n ??

🕌⚡                                      ┌╦═══════────────┐        │║ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ        └╩═══════────────┘             ☞  Aitkaaf kyu...

۞ Roza Rakhne ke Baad Bimaar Ho Gaya,

✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰ ۞ Roza Rakhne ke Baad Bimaar Ho Gaya, ★ Agar koi shakhs Roza rakhne ke baad is qadar shadeed Bimaar ho jaye k Roza na todne ki soorat me marj ki shiddat ya bad Jane ka khatra ho to Aftaar kar lena jaa’iz he, Baad me qaza waajib he, Kaffara nahi, ★ Agar injection se ilaaj ho sake Dava pilakar Roza todne ki zarurat na ho to Roza todna jaa’iz nahi balki injection hi se ilaaj kare, ⚀•RєԲ:➻┐ Fatawa Aalamgeer,1/307 Fiqhul ibadaat, 329 ✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 27

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 27 Ramzan ke Baad Zindgi Kese Guzare,  Jab Ramzan Nizamul Avqaat ki nekiyo ki pabandi ke saath guzrega to in sha Allah ta’ala poora saal Allah ki madad, nusrat aur tofeeq ke saath guzrega,  Ramdhan me Aap har aitbar se Taqwa akhtyar karo yani har burai se chahe jahiri ho ya baatini, bach jao, Allah poore saal taqwa se guzarne ki tofeeq dega,  Tauba istigfaar kasrat se karo, Israaaf...

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 26    (Subeh se Shaam Tak Ke Amaal) ☆ Sone se Pehle Nafs ka Muhasba kijiye, ⇨⇨Apne Nafs se Puchhiye: — ✾ 1- Ay nafs ! Kya tune aaj mahaz Allah ke liye sadqa khairat kiya, ✾ 2- Ay nafs ! Kya tune aaj kisi insaan ko nafa pahunchaya, ✾ 3- Ay nafs ! Kya tune aaj Silah Rahmi ki, ✾ 4- Ay nafs ! Kya tune aaj koi Deen ki baat sikhi, ✾ 5-Ay nafs ! Kya tune ...

MUNKIRAAT E RAMZAN*    [PART— 06]

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           *Bismillahirrahmanirrahim*   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔          *MUNKIRAAT E RAMZAN*                     [PART— 06] ☆ Aam tor per Kuchh buraiya’n aaj ke daur me Ramzan ke mubarak maah me ba-kasrat musalmano se saadir hoti he,: —- ✾  10- Khatme Taraveeh ke Din Masajido me decorations, ⇒ Khatme Taraveeh ke din masjido me decoration, Sajawat me fizool kharchi aur digar gair zaruri intezamaat me waqt ki barbadi ke saath saath muntazeem ki taraveeh tak tark ho jati he aur ibaa...

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 25

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 25    (Subeh se Shaam Tak Ke Amaal) ☆ Isha aur Raat ke Mamulaat, ✾ 1- Isha ki Namaz mukammal jama’at ke saath Ada kare, Safe avval ki koshish kare, ✾ 2- Isha ke baad Dua aur azkaar ka ahatmam kare, ✾ 3- Do raka’at sunnat Mokada aur 2 raka’at gair mokada Ada kare, ✾ 4- Taraveeh mukammal 20 raka’at takbeer Avla ke saath salaam tak Ada kare, ✾ 5-...

*MUNKIRAAT E RAMZAN*

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           *Bismillahirrahmanirrahim*   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔          *MUNKIRAAT E RAMZAN*                     [PART— 05] ☆ Aam tor per Kuchh buraiya’n aaj ke daur me Ramzan ke mubarak maah me ba-kasrat musalmano se saadir hoti he:- ✾ 9 – Dawat e Aftaar ka Rivaaj, ⇒ Dawate aftaar ab ye ibaadat ki shakl chhodkar rivaaj aur fashion ki shakl akhtyar kiye ja raha he, ✾  Dawat e Aftaar bahut achchha kaam he lekin iske saath kuchh kharji kharabiya’n esi shamil ho gayi h...

Kisi k zimma qaza roze baqi hon or wo roze rakhne ki taqat bi rakhta ho to wo qaza rozon k badly men fidya ada kr sakta he ya nahi.??

🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟 〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰   🌹MASAILE RAMZAN🌹        MAS,ALA NO..12 SAWAL, Kisi k zimma qaza roze baqi hon or wo roze rakhne ki taqat bi rakhta ho to wo qaza rozon k badly men fidya ada kr sakta he ya nahi.??   JAWAB. 🔹Jo shakhs qaza roze rakhne ki taqat rakhta ho us k liy qaza roze rakhna hi zarori he. Yani qaza k badle fidya dena sahi nah. 🔸Agar us ne fidya de bi dia to tab bi qaza roze us k zimma baqi rahen ge yani us ko qaza roze rakhna hi parhen ge. 📙:-Fatawa Usmani      DUA FOR ✏ⓂMaulana Shahzad __________________________________

*MUNKIRAAT E RAMZAN* [PART— 04]

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           *Bismillahirrahmanirrahim*   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔          *MUNKIRAAT E RAMZAN*                     [PART— 04] ☆ Aam tor per Kuchh buraiya’n aaj ke daur me Ramzan ke mubarak maah me ba-kasrat musalmano se saadir hoti he:- ✾ 7- Kamsin Bachcho se Roza rakhwana, ⇒  Baaz log kamsin Bachcho se Roza rakhwate he’n, Photo khichwate he’n aur akhbaraat me chhapwate he’n, inme do badi khatabiya he’n, 1- Tasveer ( Photo) khichwana, 2- Bachcho ke zahan me nav ...

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 23

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 23   (Subeh se Shaam Tak Ke Amaal) ☆ Asr se Magrib tak ke Amaal, ✾ 1- Azaan se pehle ya kam se kam Azaan hote hi Masjid ki taraf chal de, ✾ 2- Asr se pehle ki 4 raka’at Sunnat gair mokada Ada kare, ✾ 3- Agar sunnato ki adaaygi ke baad waqt ho to Tilawate Quran me masroof ho jaiye, ✾ 4- Safe avval me Namaz padhne ka ahatmam, ✾ 5- Namaz ke baad AZkaar aur Tasbihaat ka...

*MUNKIRAAT E RAMZAN* [PART— 03]

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           *Bismillahirrahmanirrahim*   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔          *MUNKIRAAT E RAMZAN*                     [PART— 03] ☆ Aam tor per Kuchh buraiya’n aaj ke daur me Ramzan ke mubarak maah me ba-kasrat musalmano se saadir hoti he:- ✾ 5- Fizuliyaat aur T V, ⇒  Fizuliyaat ( Mosiqi ki cheeze )  aur T V se bilkul bachna chahiye, balki T V ko ghar se bahar kar dena chahiye kyuki T V Deen ke liye TB he, ✾ 6- Taraveeh se Ji churana, ⇒ Taraveeh se Ji churana ya is tarah ...

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 22

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 22   (Subeh se Shaam Tak Ke Amaal) ☆ Zuhar Se Asr Tak Ke Amaal, ✾ 1- Masjid me jaldi aakar Tahayatul Masjid v Vaju ki 2 raka’at, Fir Qurane paak ki Tilawat aur Pehli Saf ka ahatmam, ✾ 2- Zuhar se pehle ki 4 raka’at Sunnat Mokada ka ahatmam, ✾ 3- Khushu Khuzu ke saath Namaze Zuhar ki 4 raka’at Farz Ada kare, *___Mobile Ghar Chhor  kar aaiye, ✾ 4- Namaz ke b...

*MUNKIRAAT E RAMZAN*   [PART— 02]

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           *Bismillahirrahmanirrahim*   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔          *MUNKIRAAT E RAMZAN*                     [PART— 02] ☆ Aam tor per Kuchh buraiya’n aaj ke daur me Ramzan ke mubarak maah me ba-kasrat musalmano se saadir hoti he, :- ✾ 3- Raat me jaagna, Khel kood me Waqt barbaad karna, ⇒ Aksar nojawan raat me mehfile bithate he’n, Cricket, Volibaal, Caramboard  vagera khelna ya Raat der tak tafreeh karna, Hotlo, Choraho per bethna, ★• ye sab umoor khilafe shara h...

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 21

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 21    (Subeh se Shaam Tak Ke Amaal) ☆ Fajar se Zuhar Tak ke Amaal, ✾ 1- Subeh Tahajjud ka ahatmam karna chahiye chahe 2 raka’ate hi kyu na ho, ✾ 2- Subeh Savere kam se kam ek para Quran Paak ki Tilawat, ✾ 3- Masjid me jaldi jaakar pehli saf me bethne ka ahatmam aur 2 raka’at Sunnat, ✾ 4- Khushu v Khuzu ke saath 2 raka’at Farz ka ahatmam, ✾ 5- Namaz ...

*MUNKIRAAT E RAMZAN* [PART— 01]

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           *Bismillahirrahmanirrahim*   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔          *MUNKIRAAT E RAMZAN*                     [PART— 01] ☆ Aam tor per Kuchh buraiya’n aaj ke daur me Ramzan ke mubarak maah me ba-kasrat musalmano se saadir hoti he:- ✾ 1- Kasrat se Sona, ⇒ Ramzan me itna sote he’n k saal bhar itna nahi sote, Ye gaflat ki alaamat he, esa nahi hona chahiye, ✾ 2- Kasrat se Khana, ⇒ Sahar aur Aftaar me hamesha aitdaal se kaam Lena chahiye, Jab Aadmi zyada khata he to shahw...

Masla Roza

Image

  Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat   PART— 20

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 20 ☆ Sadqa e Fitr Ada karna, ✾ Ramzan me hi sadqa e Fitr Ada karne ka ahatmam kare,           Al- Hadees ✾” Hadees paak me Hazrat ibne Umar Raziyallahu Anhu rivayat karte hai k Huzoor Akram Sallallahu Alaihivasallam ne sadqa e Fitr ko wajib karaar diya he,” ↳® Bukhari, Muslim, ↳® Ramzan kis Tarah Guzare,...

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat  PART— 19

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 19 ☆ Shabe Qadar ki talaash karna, ✾ Khususan Ramzan ke Aakhri ashre ki Taak raato (21,23,25,27,29) me shabe Qadar ki talaash me rahe,                Al-hadees  ✾ ” Hadees paak me aaya he k shabe Qadar ko Ramzan ke Aakhri ashre ki taak raato me talaash karo, ” ↳® Bukhari, Muslim Sharif, ...

  Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 18

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 18 ☆ Akhri ashre ka Aitkaaf karna, ✾ Ramzan Mubarak me Aakhri ashre ka Aitkaaf karne ka ahatmam kare,                Al-Hadees ✾ ” Hadees Sharif me aata he k Huzoor Akram Sallallahu Alaihivasallam Ramzan ke akhri ashre ka aitkaaf farmaya karte the,” ↳® Bukhari Sharif, ↳® Ramzan ki...

MO'AJIZA E RASUL

🔶      ﷽    🔶 💐    (0317)   💐 💌💌💌💌💌 28-Shaban- 1437 05 -  June - 2016 💌💌💌💌💌 💜 MO'AJIZA 💜 🌋       E         🌋    RASUL     (sallallahu alaihi w sallam) 💌💌💌💌💌 Bibi Fatima (Rd.) rotiyan paka rahi thi, Aap Sallallahu alaihi w sallam ne bhi eik do roti bana kar dee, Kaafi der ke baad sab roti pak gaee toa Bibi Fatima (Rd.) hairaan huee ke unmey se eik do roti pak hi nahi rahee, Nabi Sallallahu alaihi w sallam ne puchha: Beiti ! kya huwa? Bibi Fatima ne arz kiya: Abbujaan ! Do teen rotiyan aisee he jo pak nahi rahee, Aap Sallallahu alaihi w sallam ne farmaya: Beiti ! ye wohi rotiyan hogi jin par terey Abbu ...

RAMAZAN KI PEHLI RAAT

🔶      ﷽    🔶 💐    (0316)   💐 💌💌💌💌💌 27-Shaban- 1437 04 -  June - 2016 💌💌💌💌💌 💜  RAMZAN 💜 🌋       KI        🌋 💝    PEHLI    💝 🌻    RAAT     🌻 💌💌💌💌💌 Hazrat Anas (rd.) farmatey hai Jab maah e Ramzan qareeb aa gaya toa Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne Maghrib ke waqt mukhtsar bayaan farmaya uus me irshaad farmaya Ramzan tumharey saamney aa gaya he, Aur tum iss ka istiqbaal karney waley ho Gour se suno ! Ramzan ki pehli raat hi me ehley Qiblah (Musalmano) me se har eik ki maghfirat kar di jaati he. 🔹🔹🔹🔹🔹 HAYA...

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 17

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 17 ☆ Tahajjud ki namaz Ada karna, ✾ Rozana tahajjud ki namaz ka ahatmam karna,                Al-Quran  ✾ “Allah ta’aala ka irshad he, unke pehlu bistaro se door rehte hai aur khof aur ummeed ke saath apne rab ko pukarte hai aur Jo humne unko de rakha he usko raahe Khuda me kharch karte hai,”. ...

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat  PART— 16

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 16 ☆ Maahe Ramzan me zakaat Ada karna, ✾ Agar maale nisaab ko pahunche to maal ki zakaat Ada karne ka ahatmam kare,              Al-Quran  ✾ ” Allah ta’ala ka irshad he k namaz qaayam karo aur zakaat Ada karo aur ruku karne walo ke saath ruku karo yani jamaat ke saath namaz Ada kiya karo,” ↳® Sur...

Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat PART— 15

*   ▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁           Bismillahirrahmanirrahim   ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔    Ramzan Ke Liye Nizamul Avqaat                      PART— 15 ☆ Duao ka ahatmam karna, ✾ Har roz khaas tor per 30 minutes Dua maangne ka ahatmam kare,                Al-Quran ✾ “Allah ta’aala ka irshad he k Jo mujhse dua maangta he, me uski duae qubool karta hu,” ↳® Al- Quran, ↳® Ramzan kis Tarah Guzare, 11 ┄─━...