*MUNKIRAAT E RAMZAN* [PART— 01]
*
▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁
*Bismillahirrahmanirrahim*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*MUNKIRAAT E RAMZAN*
[PART— 01]
☆ Aam tor per Kuchh buraiya’n aaj ke daur me Ramzan ke mubarak maah me ba-kasrat musalmano se saadir hoti he:-
✾ 1- Kasrat se Sona,
⇒ Ramzan me itna sote he’n k saal bhar itna nahi sote, Ye gaflat ki alaamat he, esa nahi hona chahiye,
✾ 2- Kasrat se Khana,
⇒ Sahar aur Aftaar me hamesha aitdaal se kaam Lena chahiye, Jab Aadmi zyada khata he to shahwaniyat ubharti he aur fir gunaho me mubtila hota he,
★• Lihaza Roze ke maqsad ko samajhte hue khane me qadre ahatyaat karna chahiye,
★• Kyuki Roze ka maqsad nafs ko kamzor karke gunaho se bachana he,
↳ Next -02 , in sha Allah ta’ala,
↳® Ramzan kis Tarah Guzare, 27
Comments
Post a Comment