☞ Aitikaaf Ki Tareef
🕌⚡
┌╦═══════────────┐
│║ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
└╩═══════────────┘
☞ Aitikaaf Ki Tareef
┄─═✧═✧ ═✧═✧═─┄
❉ Aitikaaf ke lafzi maani ” Theharna aur Rukna ” he, Aitkaaf karne wala kuchh muddat ke liye ek khaas jagah me yani Masjid me aur Aurat ghar ke khaas hisse me jisko usne muntkhab kiya hota he, Thehra aur Ruka rehta he, isliye ise Aitkaaf kehte he’n,
❉ Hazrat Aayesha Raziyallahu Anha farmati he’n k,
*_Nabi kareem Sallallahu Alaihivasallam Ramzan ke aakhri ashre ka Aitkaaf farmaya karte the,
*_Yaha tak k Allah ta’ala ne aapko wafaat de di,
*_Fir aapke baad aapki Azwaaj Mutahraat Raziyallahu Anhum Aitkaaf farmati rahi,
📚 ʀεғεʀεηcε - Sahih Bukhari, 1/271
❥═┄ ʀεғεʀεηcε ↴
📚 Aitikaaf Course, (By - Maulana ilyaas Gumaan Sahab)
Comments
Post a Comment