Kisi k zimma qaza roze baqi hon or wo roze rakhne ki taqat bi rakhta ho to wo qaza rozon k badly men fidya ada kr sakta he ya nahi.??
🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🌹MASAILE RAMZAN🌹
MAS,ALA NO..12
SAWAL,
Kisi k zimma qaza roze baqi hon or wo roze rakhne ki taqat bi rakhta ho to wo qaza rozon k badly men fidya ada kr sakta he ya nahi.??
JAWAB.
🔹Jo shakhs qaza roze rakhne ki taqat rakhta ho us k liy qaza roze rakhna hi zarori he. Yani qaza k badle fidya dena sahi nah.
🔸Agar us ne fidya de bi dia to tab bi qaza roze us k zimma baqi rahen ge yani us ko qaza roze rakhna hi parhen ge.
📙:-Fatawa Usmani
DUA FOR
✏ⓂMaulana Shahzad
__________________________________
Comments
Post a Comment