ALLAH KI QUDRAT
๐ถ ๏ทฝ ๐ถ
๐ (0264) ๐
๐๐๐๐๐
05 - Rajab - 1437
13 - April - 2016
๐๐๐๐๐
๐ ALLAH ๐
๐ KI ๐
๐ QUDRAT ๐
๐๐๐๐๐
Allah T'aala ne duniya ke teen hisson me samandar banaaey,
Jin me bahot si makhlooq rahti he,
inn me baaz samandar itney ziyadah gehrey hotey hai ke science (เคธเคพเคฏเคจเฅเคธ) ki taraqqi ke bawajood aajtak uus ki gehraai ka kisi ko ilm na ho saka,
Phir Allah T'aala ne samandar ki gehraai me paani ka iss qadar dabaav rakha he ke jab uus ki gehraai naapney ke liye koee chiz wahaan pahochaai jati he toa paani ke dabaav ki wajah se wo chipak jati he,
Aur samandar ke teh tak nahi pahoch paati,
Samandar ke bepnah paani par Allah hi ki azeem qudrat he.
๐น๐น๐น๐น๐น
ALLAHU AKBAR
๐ป KABIRAH ๐ป
๐๐๐๐๐
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
๐
พโฆ๐
พ
(161)
Comments
Post a Comment