ALLAH KI QUDRAT
๐ถ ๏ทฝ ๐ถ
๐ (0270) ๐
๐๐๐๐๐
11 - Rajab - 1437
19 - April - 2016
๐๐๐๐๐
๐ ALLAH ๐
๐ KI ๐
๐ QUDRAT ๐
๐๐๐๐๐
Hamein (เคนเคฎเฅเค) insaani jism ke andar jo nizaam chal raha he uus par gour karna chahiye,
Insaan jab luqma munh me daalta he
Wo ma'adey (เคชเฅเค) me pahuchta he,
Ma'adah uus ko pakaata he,
Phir uus ghiza ka jo achchha hissa hota he
uus ko baarik ragon ke raastey se jigar tak pahuchata he,
Phir jigar uus ko khoon me tabdeel karta he
uus khoon ko baarik ragon ke raastey purey jism me b'qadrey zarurat supply (เคธเคชเฅเคฒเคพเค) karta he,
Aur peit me jo faasid (เฅเคฐเคพเคฌ) maaddah hota he wo peshaab w pakhaney ke raastey baahar nikal jata he,
insaan ke jism ke andar ka ye saara nizaam koun chalaata he?
Beshaq wohi wahdahu laa sharik he.
๐น๐น๐น๐น๐น
ALLAHU AKBAR
๐ป KABIRAH ๐ป
๐๐๐๐๐
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
๐
พโฆ๐
พ
(281)
Comments
Post a Comment