ISHQ E RASUL
๐ถ ๏ทฝ ๐ถ
๐ (0257) ๐
๐๐๐๐๐
27-J.Aakhar-1437
06 - Aprll - 2016
๐๐๐๐๐
๐ป ISHQ ๐ป
๐
E ๐
๐ RASUL ๐
(Sallallahu alaihi w sallam)
๐๐๐๐๐
๐ทAakhri hissa๐ท
๐๐๐๐๐
....Ye sunkar bhi wo tas se mas (เชเชธ เชธเซ เชฎเชธ) na huee....
Phir puchha ke mujhey Nabi Sallallahu alaihi w sallam ki khariyat ke baarey me bataao.
Eik sahaabi ne kaha:
Mainey Nabi Sallallahu alaihi w sallam ko fulaan jagah khariyat se deikhey hai.
Ye sunkar wo teizi se uus taraf ravaana huee.
Jab Aap Sallallahu alaihi w sallam ko saamney b'khariyat deikha toa Aap Sallallahu alaihi w sallam ke qareeb pahoch kar chaadar ka eik kona pakad kar kaha:
Har musibat Nabi Sallallahu alaihi w sallam ko deikhney ke baad aasaan he.
๐๐ป๐๐ป๐
iss se pata chalta he ke sahaabiyaat (rd.) ke dilon me jo muhabbat Huzur Sallallahu alaihi w sallam ke liye thi
wo baap, bhaai aur shohar ki muhabbat se bhi ziyadah thi,
Yehi imaan e kaamil ki nishani bataai gaee he.
๐น๐น๐น๐น๐น
SIRATEY
IBNEY HISHAAM
๐๐๐๐๐
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
๐
พโฆ๐
พ
(ATW/53)
Comments
Post a Comment