ALLAH KI QUDRAT

๐Ÿ”ถ      ๏ทฝ    ๐Ÿ”ถ
๐Ÿ’    (0258)   ๐Ÿ’
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
28-J.Aakhar-1437
07 -  Aprll  - 2016
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
๐Ÿ’   ALLAH    ๐Ÿ’
๐ŸŒ…       KI        ๐ŸŒ…
๐Ÿ‚  QUDRAT  ๐Ÿ‚
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
Allah T'aala ne surajmukhi (sunflower) ke andar ehsaas aur sha'oor ki ajeeb salaahiyat rakhi he,
Suraj ki kirno ke sath iss phool ka rukh bhi badalta rehta he,
Jab subah ke waqt suraj nikalta he,
toa iss ka rukh mashriq (เชชเซ‚เชฐเซเชต) ki taraf hota he,
Aur dopahar ke waqt iss ka rukh sidha aasmaan ki taraf ho jata he,
Yahaan tak ke suraj ghurub hotey waqt bilkul maghrib ki taraf ghoom jata he,
Suraj ki kirno ke sath iss phool ko koun ghumata he?
Beshaq Allah T'aala ne apni qudrat hi se iss narm w naazuk phool ke andar suraj ki kirno ke sath apna rukh badalney ki salaahiyat paida farma di he.
๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น
ALLAHU AKBAR
๐Ÿ‚  KABIRAH ๐Ÿ‚
๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
๐Ÿ…พโ™ฆ๐Ÿ…พ
(087)

Comments