ISHQ E RASUL

🔶      ﷽    🔶
💐    (0256)   💐
💌💌💌💌💌
26-J.Aakhar-1437
05 -  Aprll  - 2016
💌💌💌💌💌
🌻     ISHQ     🌻
🌅        E        🌅
💝   RASUL    💝
(Sallallahu alaihi w sallam)
💌💌💌💌💌
🌷Msg.No.-2🌷
💌💌💌💌💌
....uunho ne kaha:
Maalum nahi,
Lekin tumharey bhai ki laash fulaan jagah padi he....
wo iss khabar ko sunkar zara bhi na gabhraai,
Aur aagey badh kar dusrey sahaabi se puchha:
Muhammad (Sallallahu alaihi w sallam) ka kya haal he?
uunho ne jawaab diya:
Maalum nahi,
Magar tumharey waalid ki laash fulaan jagah mainey deikhi he.
Wo ye khabar sunkar bhi pareshaan na huee
Balki aagey badh kar tisrey sahaabi se puchha:
Muhammad (Sallallahu alaihi w sallam) ka kya haal he?
uunho ne bataya:
Mainey tumharey khawind ki laash fulaan jagah padi deikhi he,
Ye sunkar bhi wo tas se mas (ટસ સે મસ) na huee....
🔹🔹🔹🔹🔹
Baqi kal insha Allah
💝💝💝💝💝
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
🅾♦🅾
(ATW/53)

Comments

Popular posts from this blog

30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan (Part 5)

30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan (Part 3)

30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan (Part 1)