JUMA KO NAAKHUN KAATNA
๐๐๐๐๐
๐ป JUMA ๐ป
๐ KO ๐
โฆNAAKHUN โฆ
๐ข KAATNA ๐ข
๐๐๐๐๐
Hazrat ibney Abbas (rd.) se marvi he :
Juma ke din naakhun kaatna shifa ka baais he
aur bimari ko dur bhagaata he.
๐น๐น๐น๐น๐น
KNZUL OMMAL
-17258
๐๐๐๐๐
Hazrat Aaisha (rd.) se marvi he ke jis ne Juma ke din naakhun kaatey
wo aaindah Juma tak na'gawaar haalat se mahfuz rakha jaeyga.
๐น๐น๐น๐น๐น
KNZUL OMMAL
-17241
๐๐๐๐๐
Hazrat Jabir (rd.) se marvi he ke apney khoon, baalon aur naakhuno ko dafan kardo
taaki jaadu karney wala uus se na kheilein.
๐น๐น๐น๐น๐น
KNZUL OMMAL
- 17245
๐๐๐๐๐
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH ๐
พโฆ๐
พ
(SWA/68)
Comments
Post a Comment