Posts

Showing posts from March, 2018

30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan (Part 5)

*🎊30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan🎊* *📝Part 5* *🍀25- Learn About the Issues Relating to Financial Rights :* Usually the offering of wealth in terms of zakaat, devotion, sadqatul fitr etc is given during Ramadhan, hence it is important to know in advance about the detailed commands pertaining these issues. Similarly, those financial rights that are pending, Eg. Meher of the wife, or someone's debt etc., and you can pay it with ease, so give it away before Ramadhan. *Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam Said :* "Delay in repaying debts by a wealthy person is an oppression." [Saheeh Bukhari] *🍀26- Accustom Yourself To Sleeping Early At Night :* Start to slowly discontinue meaningless gatherings with friends, chit chatting groups, and all late night activities; so that during Ramadhan you can sleep without any delay right after taraweeh, and remember that, to actively get up fo...

رمضان المبارک کے استقبال کے لیے 30 اہم ہدایات - قسط 5

*🎊رمضان المبارک کے استقبال کے لیے 30 اہم ہدایات🎊* *📝قسط 5* *🍀25- مالی حقوق سے متعلق مسائل سکھیں :* عام طور پر رمضان میں مالی حقوق جیسے زکوہ، نذر، صدقتہ الفطر وغیرہ کی ادائیگی کی جاتی ...

Ramazaan-Ul-Mubaarak Ke Isteqbaal Ke Liye 30 Aham Hidaayaat (Qist 5)

*​​​​​​​​​​​​🎊Ramazaan-Ul-Mubaarak Ke Isteqbaal Ke Liye 30 Aham Hidaayaat* *📝Qist 5* *🍀25- Maali Huqooq Se Mutalliq Masaail Seekhen :* Aam taur par Ramzaan men maali huqooq jaise zakaat, nazar, sadqa-tul-fitr waghaira ki adaaegi ki jaati hai. Lihaaza zaroori hai ke inse mutalliq tafseeli ahkamaat pehle se ma'aloom karliye jaaen. Isi tarah jo maali huqooq zimme mai hon, jaise biwi ka maher ya kisi ka qarz waghaira, aur adaa karne ki salaahiyat bhi ho to Ramzaan se pehle adaa karlen. *Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaaya :* Maaldaar aadmi ka qarz ki adaaegi mai takheer karna zulm hai. [Saheeh Bukhari] *🍀26- Raat Ko Jaldi Sone Ki Aadat Daalen :* Doston ki fuzool majaalis, gap shap ki mahaafil aur raat gaye tak sar anjaam di jaane waali sar garmiyon se aahista aahista kinaara kashi ikhtiyaar karen taake Ramzaan men Taraweeh ke fauran ba'ad bila taakheer so saken. Ya...

30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan (Part 4)

*🎊30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan🎊* *📝Part 4* *🍀19- Accustom Yourself To Less Sleep :* If you are in the habit to sleep for 7 hours, then make it a habit to sleep for 5 hours, so that you won't have to face difficulty during Ramadhan. However, to prevent yourself from weariness, it is a sunnah to perform qailoola (nap) in the afternoon, which is also helpful for staying up at night to offer Tahajjud. *🍀20- Pray In The Masjid For 40 Consecutive Days Along With The First Takbeer (i.e In Congregation) :* Many virtues have been mentioned about it. Moreover, it becomes relatively easier to act upon it in the last 10 days of Shabaan, and the 30 days of Ramadhan. Hence, men should make arrangements to offer their daily five obligatory prayers in the masjid joining in from the first takbeer, and women should offer all their prayers on time, at home. *🍀21- Detach Yourself From The ...

رمضان المبارک کے استقبال کے لیے 30 اہم ہدایات - قسط 4

*🎊رمضان المبارک کے استقبال کے لیے 30 اہم ہدایات🎊* *📝قسط 4* *🍀19- نیند کم کرنے کی عادت ڈالیں:* اگر آپ 7 گھنٹے سونے کے عادی ہیں تو 5 گھنٹے سونے کی عادت ڈالیں تاکہ رمضان میں مشکل کا سامنا نہ ...

Ramazaan-Ul-Mubaarak Ke Isteqbaal Ke Liye 30 Aham Hidaayaat (Qist 4)

*🎊Ramazaan-Ul-Mubaarak Ke Isteqbaal Ke Liye 30 Aham Hidaayaat* *📝Qist 4* *🍀19- Neend Kam Karne Ki Aadat Daalen :* Agar aap 7 ghante sone ke aadi hen, to 5 ghante sone ki aadat daalein taake Ramzaan men mushkil ka saamna na karna pade; Albatta thakaawat se bachne ke liye din men thodi der qailoola karna masnoon bhi hai aur Tahajjud padhne mai mu'een-o-madadgaar bhi hai. *🍀20- 40 Din Takbeer-e-Oola (Ya'ani Masjid Men Jama'at) Ke Saath Namaaz Padhen :* Iski badi fazeelat waarid hai, nez Maah-e-Sha'ban ke aakhri 10 din aur Ramzaan ke 30 dino men iska aehtemaam nisbatan zyaada aasaan hai. Lihaaza mard takbeer-e-oola ke saath panj waqta (paanch waqt ki) namaazein baa jamat padhne ki tarteeb banaaen aur khawateen ghar mai awwal waqt saari namaaz padhein. *🍀21- Cigarette, Paan, Gutka Aur Niswaar Se Jaan Chudaaen :* Cigarette, paan, niswaar aur deegar nashaa aawar cheezon ka istemaal abhi se mahdood karen aur koshis...

30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan (Part 3)

*🎊30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan🎊* *📝Part 3* *🍀13- Make All The Purchases Before Ramadhan :* Ramadhan is the blessed month meant for worship, and not for shopping and purchasing. Moreover during Ramdhan, due to rush and high prices, time and money is wasted. Therefore, before Ramadhan arrives complete your shopping for eid in Sha'aban itself, and explain about this to the family members as well. *🍀14- Lighten The Burden Of Work During Ramadhan :* If any painting, coloring or construction work needs to be done in the house, or any repairing of machines etc, or any complex work of vehicles and cars etc, similarly any office or factory project that demands hard work and labour, so try to wind up such works before Ramadhan arrives. *🍀15- Set Up A Time Table :* Set up your own time table before Ramadhan arrives, from offering Tahajjud in the early hours, Zikr, Duaas, Sehri, Pr...

رمضان المبارک کے استقبال کے لیے 30 اہم ہدایات - قسط 3

*🎊رمضان المبارک کے استقبال کے لیے 30 اہم ہدایات🎊* *📝قسط 3* *🍀13- رمضان سے پہلے خریداری کرلیں:* رمضان المبارک عبادات کا مہینہ ہے، شاپنگ و خریداری کا نہیں، نیز رمضان میں رش اور مہنگائ...

Ramazaan-Ul-Mubaarak Ke Isteqbaal Ke Liye 30 Aham Hidaayaat (Qist 3)

*🎊Ramazaan-Ul-Mubaarak Ke Isteqbaal Ke Liye 30 Aham Hidaayaat* *📝Qist 3* *🍀13- Ramazaan Se Pahle Khareedaari Karlen :* Ramazaan-Ul-Mubaarak ibaadaat ka maheena hai, shopping-o-khareedaari ka nahi. Nez Ramzaan mai rush aur mahengaayi ki wajah se waqt aur paisa zaaye' hote hain. Lihaaza Ramzaan ki aamad se qabl Sha'ban mai hi Eid ki shopping mukammal karlein aur ahl-e-khaana (ghaar waalon) ko bhi ye baat samjhaaen. *🍀14- Ramazaan Ke Liye Kaamon Ka Bojh Halka Rakhein :* Ghar mai koi ta'ameerati ya rang-o-roghan ka kaam karwaana ho ya machine waghaira ki marammat ho ya gadi sawaari ka koi lamba aur pecheeda kaam ho, isi tarah daftar-o-kaarkhaanon ke mehnat talb project hon to unhein Ramazaan-Ul-Mubaarak se pehle pehle nimtaane ki koshish karein. *🍀15- Nizaam-ul-Auqaat Tarteeb Dein :* Ramzaan se qabl apna nizaam-ul-auqaat murattab karein, jismen subah uth kar tahajjud, zikr-o-azkaar, duaaen sehri, namaazen, naflen a...

30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan (Part 2)

*🎊30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan🎊* *📝Part 2* *🍀7- Frequent Supplications :* Ramadhaan is the month of acceptance of duaas, hence make yourself used to prolonged duaas from now itself. Moreover, this too is necessary that we memorize the words of supplications narrated by our Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam by heart, before Ramadhan. These masnoon words of supplications hold more effectiveness in them, and are more likely to be accepted as well. *🍀8- Habit Of Giving Sadaqah :* Even though charity should be given on a daily basis, but for the preparation of Ramadhan, make it a habit to offer something in charity day by day, so that generosity becomes easier in Ramadhan. Hazrat Abdullah Ibne Abbas Razi Allahu Anhu narrated that Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wassallam was the most generous of all the people, and he used to reach the peak in generosity in the month of Ramadan, even more ge...

رمضان المبارک کے استقبال کے لیے 30 اہم ہدایات - قسط 2

*🎊رمضان المبارک کے استقبال کے لیے 30 اہم ہدایات🎊* *📝قسط 2* *🍀7- دعاؤں کا معمول :* رمضان المبارک دعاؤں کی قبولیت کا مہینہ ہے، لہذا ابھی سے اپنے آپ کو لمبی دعاؤں کا عادی بنائیں۔۔ نیز ی...

Ramazaan-Ul-Mubaarak Ke Isteqbaal Ke Liye 30 Aham Hidaayaat (Qist 2)

*🎊Ramazaan-Ul-Mubaarak Ke Isteqbaal Ke Liye 30 Aham Hidaayaat* *​​📝Qist 2* *🍀7- Duaaon Ka Ma'mool :* Ramazaan-Ul-Mubaarak duaon ki qubooliyat ka maheena hai, lihaaza abhi se apne aapko lambi duaaon ka aadi banayein. Nez ye bhi zaroori hai ke Ramzaan se qabl Nabi-e-Akram Sallallahu Alaihi Wasallam se manqool duaaon ke alfaaz zubaani yaad kiye jayein. Masnoon alfaaz par mushtamil duaaon mai taseer bhi zyaada hoti hai aur qubooliyat ka imkaan bhi zyaada hota hai. *🍀8- Sadqa Karne Ki Aadat :* Waise to rozaana hi sadqa karte rehna chaahiye lekin Ramzaan ke liye Sha'baan ke maheene se hi rozaana kuch na kuch sadqa karne ki aadat daalein taake Ramzaan mai sakhaawat karna aasaan hojaaye. Hazrat Ibne Abbas Razi Allahu Anhuma ke irshaad ka mafhoom hai ke Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam sab logon mai zyada sakhi the aur Ramzaan mai to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ki sakhawat tez chalti khushgawaar hawa se bhi zyada hojaati. [Sahe...

30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan (Part 1)

*🎊30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan🎊* *📝Part 1* 📜The esteemed scholars have taught about numerous guidelines and tips to welcome the blessed month of Ramadhan, the synopsis of which is given in the form of 30 important guidelines. In order to easily understand and act accordingly, from the total 30, daily 6 guidelines part by part are being presented before you. *🍀1- Offering Of Faraaiz And Waajibaat,  Repentance And Seeking Forgiveness :* Before the onset of Ramadhan, make efforts to rightly offer the obligatory and waajib acts. If you have got missed out prayers and fasts in your account, then set up a sequence so as to complete them. Repent wholeheartedly for the mistakes of the past, and clean up your mind from sins and filthy thoughts. Rightfully repent for all the sins committed by any part of the body, the eyes, nose, ears, tongue, hands, legs, heart and mind, so that you can welcome ...

رمضان المبارک کے استقبال کے لیے 30 اہم ہدایات - قسط 1

*🎊رمضان المبارک کے استقبال کے لیے 30 اہم ہدایات🎊* *📝قسط 1* 📜علماء کرام نے رمضان المبارک کے استقبال اور تیاری کے لیے بہت سی اہم ہدایات اور تجاویز بیان فرمائی ہیں جن کا خلاصہ 30 اہم ...

Ramazaan-Ul-Mubaarak Ke Isteqbaal Ke Liye 30 Aham Hidaayaat (Qist 1)

*🎊 Ramazaan-Ul-Mubaarak Ke Isteqbaal Ke Liye 30 Aham Hidaayaat🎊 * *📝Qist 1* 📜Ulamaa-e-Kiraam ne Ramazaan-Ul-Mubaarak ke isteqbaal aur taiyyari ke liye bohat si aham hidayaat aur tajaweez bayaan farmayi hain jinka khulasa 30 aham hidaayaat ki shakal mai hai. Samajhne, amal karne mai aasani ki gharz se in 30 mai se rozaana 6 hidaayaat qistwaar aapki khidmat mai pesh ki jaa rahi hain. *🍀1- Faraiz-o-Waajibaat Ki Adaaegi Aur Tauba-o-Astaghfaar :* Aamad-e-Ramzaan se qabl faraaiz-o-wajibaat ki adaayegi ka aehtemaam karein. Agar apke zimme qaza namazein ya roze hon to adaayegi ki tarteeb banayein. Saabiqa (pichli) zindagi ki tamaam laghzishon par sachchi tauba karein, dil ko gunaahon aur bure khayalaat se paak karein. Aankh, kaan, zubaan, haath, paaon aur dil-o-dimaagh gharz jism ke kisi bhi hisse se saadir hone waale gunaah par pakki tauba karein taake aap gunaahon se paak hokar Ramazaan-Ul-Mubaarak ka isteqbaal karein. *&#12...

Rajab Dua

Image

Chaaye (Tea) Ya Doodh (Milk) Peene Ke Baad Namaaz Ke Liye Kulli Karna*

*چائے یا  دودھ پینے کے بعد نماز کے لئے کلّی کرنا* سوال: *وضو کے بعد اگر کوئی شخص چائے،دودھ وغیرہ پئے تو اسی طرح نماز پڑھ سکتا ہے یا نماز سے پہلے کلّی کرنا ضروری ہے؟* جواب: *چائے یا د...