FAZAAIL E NAMAAZ
🔶 ﷽ 🔶
💐 (0592) 💐
💌💌💌💌💌
14 - Rajab - 1438
12 - April - 2017
💌💌💌💌💌
🌻 FAZAAIL 🌻
🌹 E 🌹
💜 NAMAAZ 💜
💌💌💌💌💌
Huzur sallallahu alyhi wassallam ne irshad farmaya:
Jab tum me se koi shakhs apney ghar se wuzu kar ke masjid aata hai toh ghar waapas aaney tak uusey namaaz ka sawaab milta rehta hai,
uskey baad Huzur sallallahu alyhi w sallam ne apney hathon ki ungliyan eik dusrey me dakhil ki aur irshad farmaya usey aisa nahi karna chahiye.
🔹🔹🔹🔹🔹
MUSTDRK HAAKIM
💝💝💝💝💝
Faidah:
Matalab ye hai ke jaisey namaaz ki haalat me dono hathon ki ungaliyan eik dusrey me daalna durust nahi aur bila wajah aisa karna pasandidah amal nahi isee tarah jo ghar se wuzu kar ke namaaz ke iradey se masjid aaey uskey liye bhi ye munasib nahi kyun ke namaaz ka sawaab haasil karney ki wajah se ye shakhs bhi namaaz ke hukm me hota he jaisa ke digar rivaayaton me iski wazaahat hai.
💝💝💝💝💝
DUSRON KO
FWD KARNE KI GUZARISH
🌷♦🌷
💜 PYAREY 💜
💝 NABI 💝
(Sallallahu alaihi wa sallam)
💌💌💌💌💌
🌹Msg-no-124🌹
💌💌💌💌💌
🌴Insha Allah kal🌴
Comments
Post a Comment