Islaam hamein yeh hukm deta hai
ππΏππΏππΏππΏππΏπ
*Islaam hamein yeh hukm deta hai ke*
βΏ Ham maan baap ke saath achchha sulook karein,
βΏ Bhaai behnon ke saath muil jul kar rahein,
βΏ Rishtedaaron ke saath silah rehmi karein,
βΏ Kisi ka haq na dabaaein,
βΏ Kisi ke saath badsulooki aur badtameezi na karein,
βΏ Badon ki izzat aur chhoton par raham karein,
βΏ Hamesha sach bolein kabhi jhoot na bolein,
βΏ Sab ke saath insaaf ka muaamla karein,
βΏ Kisi par zulm na karein,
βΏ Padosiyon aur hamsaayon ke saath achchha bartaao karein,
βΏ Koi beemar ho jaaye to us ki ayaadat ke liye jaayein,
βΏ Dil mein keena na rakhein,
βΏ Kisi ki geebat na karein,
βΏ Doosron ke saath bhi khair khwaahi ka muaamla karein,
βΏ Kisi ke haq mein bura na chaahein,
βΏ Halaal rozi kamaayein aur haraam kamaai se bachein,
βΏ Zabaan se bhali baatein hi nikaalein aur gaali galoch aur buri baaton se parhez karein,
βΏ Kisi se kuchh waada karein, to us ko poora karein,
ππΏππΏππΏππΏππΏπ
Comments
Post a Comment