KYA JUMAH MUBARAK KAHNA BIDDAT HAI ?
🔵KYA JUMAH MUBARAK KAHNA BIDDAT HAI ?????????
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
JAB YEH SAWAL ULMA SE KIA GAYA TO ONHONE YEH JAWAB DIA
################
🔷 MAULANA IBRAHIM ALYANI SAHAB
NE KAHA
♦G nahi kehna chahiye
aage bidat hojayegi .....is ka subut hamare nabi se nahi na sahaba se he na tabeen se
#################
🔷MUFTI REYAZUDDIN QASMI SAHAB
NE KAHA
♦ . .g. . . Bidat he
Kuch log kehte hen . K . Hadees mein . Jume ko momin ki eid kaha gaya . He . . . . Beshak . . Bilkul . . . . Lekin . Ye . . Eid . Huzur .shaba .
Akabireen e ummat k zamane mein bhi to ayi hogi. . . . . . . To . Unho ne kabhi . . . . . Aesi mubarak bad di?????. . . . Nai . . Na . To . . Phir . Aj . Ki . Ummat . Kiyun . Age . Badhna chahti he . Apne nabi se . . . . Goor . Karen . . . Our apne . Ap ko badlen . . . . .wallahu alam . . . . Bissawab
Kuch log. Jume ki fazilat ko .. Daleel banakar . .juma mubarak kehte .hen . . . . . To. Fazilat to . Wuzu ki bhi . Bohat . To . Kaha jaye . Wuzu mubarak . . Namaz ki bhi badi fazilat he kaha jaye namaz mubarak . . . Our bhi . Ibadat hen . To . Unki bhi mubarak badi di jaye to ummat mubarak bad hi deti rahegi
#################
🔷 MUFTI SHAHID MAZAHIRI SAHAB
NE KAHA
♦ Waalaikumussalaam,,,
Javaab,,, mubaarakbaad dena,,, eed k baare main b bahut se ulamaa ne bidat likha h, , ,,,fatawa shaami main,, bahas karne k baad likha h,,, eed mubaarak kehna jaaiz h,,,, isi tarah,,, juma mubarak,,, kehna,, iska suboot ahde nabavi main nahi milta,,,,,,,,,,, magar koi isko zaroori na samjhe,,,,,, kabi kabi kisi ko kehde to ginjaaish h,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, magar jis tarah se log is ko bahut Rivaaj derahe hain,,,,,,,,, ek massage aaya mujhe,,, Facebook pe, ,,,,arfa mubaarak,,,,,,,, main hairaan Rahgaya,,,, k log bila vajah,,,,,,vaqt barbaad karte hain,,,,, aese halaat main,,, juma mubaarak, ,,,arfa mubaarak,,, Bidat k Daayre main Aajaayega,,,,,, isse parhez karna behtar h,,, wallahu aalamu bissawaab,,,,,,,,
┄─━═════▤▤═════━─┄
🔴PLEASE SHARE
Comments
Post a Comment