PYAREY NABI (Sallallahu alaihi wa sallam) Part 7

๐Ÿ”ถ      ๏ทฝ      ๐Ÿ”ถ
๐Ÿ’    (0475)     ๐Ÿ’
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
10- R.Awwal - 1438
10-December-2016
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ
๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’
(Sallallahu alaihi wa sallam)
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
๐ŸŒปMsg-no-07๐ŸŒป
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
Dada Abdul Muttalib ke intiqaal ke baad Aap Sallallahu alaihi wa sallam apney chacha Abu Taalib ke sath rehney lagey,
Wo apni aulaad se ziyadah Aap Sallallahu alaihi wa sallam se muhabbat kartey the,
Jab wo tijaarat ki gharz se shaam janey lagey toa AapSallallahu alaihi wa sallam apney chacha se lipat gaye
Abu Taalib par iss ka bada asar pada,
aur Aap Sallallahu alaihi wa sallam ko bhi safar me sath le liya,
uus qafiley ne Shaam pahuch kar Maqaam e Basrah me qayaam kiya,
Yahaan Buhera naami raahib (เคชเคพเคฆเคฐเฅ€) rehta tha,
Jo isaaiyyat (เคˆเคธเคพเคˆเคฏเคค) ka bada aalim tha
uus ne deikha ke baadal Aap Sallallahu alaihi wa sallam par saya kiye huey hai
Aur darakht ki tehniyan Aap Sallallahu alaihi wa sallam par jhuki huee he...
๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น
Baqi kal insha Allah
๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น
ISLAMI TARIKH
๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
โ™ฆ๐ŸŒทโ™ฆ
(179)

Comments