PYAREY NABI (Sallallahu alaihi wa sallam) Part 13
๐ถ ๏ทฝ ๐ถ
๐ (0481) ๐
๐๐๐๐๐
16- R.Awwal - 1438
16-December-2016
๐๐๐๐๐
๐ PYAREY ๐
๐ NABI. ๐
(Sallallahu alaihi wa sallam)
๐๐๐๐๐
๐ปMsg-No-13๐ป
๐๐๐๐๐
Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ki nubuwwat se chand (เคเคเคฆ) saal qabl (pehley) Khana e Kaaba ko dubarah taamir karney ki zarurat peish aai,
Tamaam qabiley ke logon ne mil kar Khana e Kaaba ki taamir ki,
Lekin jab Hajrey Aswad ko rakhney ka waqt aaya toa sakht ikhtilaaf paida ho gaya,
Har qabila ye chahta tha ke uus ko ye sharf (เคธเคเคฎเฅเคฎเคพเคจ) haasil ho,
Lihaza har taraf se talvaarein khinch gaee
Aur qatl aur khoon ki noubat aa gaee,
Jab maamla iss tarah na suljha toa eik budhey shakhs ne raai di...
๐น๐น๐น๐น๐น
Baqi kal insha Allah
๐น๐น๐น๐น๐น
ISLAMI TARIKH
๐๐๐๐๐
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
โฆ๐ทโฆ
(189)
Comments
Post a Comment