PYAREY NABI (Sallallahu alaihi wa sallam) Part 15
๐ถ ๏ทฝ ๐ถ
๐ (0483) ๐
๐๐๐๐๐
18- R.Awwal - 1438
18-December-2016
๐๐๐๐๐
๐ PYAREY ๐
๐ NABI. ๐
(Sallallahu alaihi wa sallam)
๐๐๐๐๐
๐ปMsg-No-15๐ป
๐๐๐๐๐
Nubuwwat milney ka waqt jitna qareeb hota gaya
uutna hi Rasulallah Sallallahu alaihi wa sallam tanhaai ko ziyadah pasand karney lagey
Sab se alag ho kar akeiley rehney se Aap ko bada sukoon milta tha.
Aap aksar khaney Piney ka saamaan lekar kaeen kaeen din tak Makkah se dur ja kar 'Hara' naami pahaad ke eik ghaar me beith jatey,
aur ibrahimi tariqey aur apni paakizah fitrat ki rehnumaai se Allah T'aala ki ibaadat aur zikr me mashghul rehtey the,
Allah T'aala ki qudrat me gour (เคเฅเคฐ) w fikr kartey rehtey the,
aur qoum ki buri haalat ko deikh kar bahot ghamzadah rehtey the...
๐น๐น๐น๐น๐น
Baqi kal insha Allah
๐น๐น๐น๐น๐น
ISLAMI TARIKH
๐๐๐๐๐
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
โฆ๐ทโฆ
(191)
Comments
Post a Comment