Posts

Showing posts from January, 2017

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 60

🔶      ﷽      🔶 💐    (0528)     💐 💌💌💌💌💌 03-J.Awwal-1438 01- February -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-60🌻 💌💌💌💌💌 inn Hazraat ne aam raastey ko chhod kar saahili raasta ikhtiyaar kiya, isee safar me Aap Sallallahu alaihi wa sallam ka guzar ummey Ma'abad ke kheimey se huwa, Toa Aap Sallallahu alaihi wa sallam ne ummey Ma'abad ki ijaazat se uun ki khusk thano (рдердиो) wali  kamzor bakri se dudh doha, Sab ne seir hokar piya, Aur phir aur dudh doh kar ummey Ma'abad ko dekar safar ka rukh kiya, Kuffar ne ealaan kiya tha ke jo Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) ...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 59

🔶      ﷽      🔶 💐    (0526)     💐 💌💌💌💌💌 02-J.Awwal-1438 31- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-59🌻 💌💌💌💌💌 Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam hijrat ke dowraan Ghaar e Sorr (рдЧाрд░े рд╕ौрд░) me juma, Sanichar aur itwaar teen din rahey, Phir jab Makkah me shor w hangama me kamee huee toa Madinah ke liye nikalney ka iradah farmaya. Abdullah bin Arbaqt ko raastey ki rehnumaai me bahot mahaarat thi, unhein Hazrat Abu Bakr (rd.) ne do sawaari ke sath uujrat (mazduri) par Madinah pahuchaney ke liye pehley hi se taiyaar kar rakha tha, Jab Abdu...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 58

🔶      ﷽      🔶 💐    (0526)     💐 💌💌💌💌💌 01-J.Awwal-1438 30- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-58🌻 💌💌💌💌💌 Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam aur Hazrat Abu Bakr (rd.) dono Makkah chhod kar ghaar e Sorr (рдЧाрд░े рд╕ौрд░) me pahuch chukey the, idhar mushrikin ne pichha karna shuru kiya, Aur talaash kartey huey ghaar e sorr ke bilkul munh ke qareeb pahuch gaey, iss waqt Hazrat Abu Bakr (rd.) ne kaha: Ya Rasulallah ! inn me se kisi ne eik qadam bhi aagey badhaya toa hamein deikh lega, Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad far...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 57

🔶      ﷽      🔶 💐    (0525)     💐 💌💌💌💌💌 30-R.Aakhar-1438 29- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-57🌻 💌💌💌💌💌 Aur har taraf se dushmano ka khouf tha. Magar islam ki khaatir imamul Ambiya tamaam musibaton ko jheltey (рдЭेрд▓рддे) huey aagey badh rahey the. Raastey me Hazrat Abu Bakr (rd.) kabhi aagey aagey chaltey aur kabhi pichhey pichhey chalney lagtey the, Huzur Sallallahu alaihi wa sallam ne iski wajah puchhi toa unhon ne kaha: Ya Rasulallah ! Jab mujhey pichhey se kisi ke aaney ka khyaal hota he toa mai Aap Sallallahu alaihi wa sallam ke pichhey ch...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 56

🔶      ﷽      🔶 💐    (0524)     💐 💌💌💌💌💌 29-R.Aakhar-1438 28- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-56🌻 💌💌💌💌💌 Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ko jab hijrat ka hukm huwa toa iss ki ittila'a Hazrat Abu Bakr (rd.) ko de di. Aur jab hijrat ka waqt aaya toa raat ke waqt ghar se nikley, aur Kaaba par alwidaai nazar daal kar farmaya: Tu mujhey tamaam duniya se ziyadah Mahboob he, Agar mujhey meri qoum yahaan se na nikaalti toa mai terey siwa kisi aur jagah ko rehney ke liye ikhtiyaar na karta, Hazrat Asma bint Abu Bakr (rd.) ne do teen (2-3) roz ke khaney Piney k...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 55

🔶      ﷽      🔶 💐    (0523)     💐 💌💌💌💌💌 28-R.Aakhar-1438 27- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-55🌻 💌💌💌💌💌 iss faisley ke baad uunho ne raat ke waqt Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ke makaan ko gheir (рдШेрд░) liya aur iss intizaar me rahey ke jab Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) subah ko namaaz ke liye niklengey toa talvaaron se uun ka khatma kar dengey, Magar Allah T'aala ne Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ko Kuffar e Makkah ki iss sazish se ba'khabar kar diya, isee liye Aap raat ko apney bistar par Hazrat Ali (rd.) ko leta kar Surah Yasee...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 54

🔶      ﷽      🔶 💐    (0522)     💐 💌💌💌💌💌 27-R.Aakhar-1438 26- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-54🌻 💌💌💌💌💌 Kuffar e Makkah ko jab maalum huwa ke Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) bhi hijrat karney waley hai toa uun ko badi fikr huee ke agar Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) bhi Madinah chaley gaey toa wahaan islam jad pakad lega. Aur phir wo apney sathiyon ke sath milkar ham se badla lengey, Aur hamein halaak kar dengey iss bina par kuffar e Makkah ne Qusei bin Kilaab ke ghar jo Darul Nadwah ke naam se mash'hur tha, Saazish ke liye jama huey, iss me ...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 53

🔶      ﷽      🔶 💐    (0521)     💐 💌💌💌💌💌 26-R.Aakhar-1438 25- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-53🌻 💌💌💌💌💌 uus waqt Bani Abdey Asad ne uun ke ladkey Salma ko waapas kiya, Jisey lekar wo kisi tarah Madinah pahuch gaee, inn ke alaawah digar musalmano ko bhi hijrat karney me bahot ziyadah musibatein uuthani padi, islam ki khatir apney mahboob watan, maal w doulat aur rishtedaron ko chhodna pada, Hazrat Soheib (rd.) ne jab hijrat ka iraadah kiya toa mushrikin ne rok liya, Hazrat Soheib (rd.) ne unhein apna saara maal dekar raazi kiya aur hijrat farmaai. iski khabar R...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 52

🔶      ﷽      🔶 💐    (0520)     💐 💌💌💌💌💌 25-R.Aakhar-1438 24- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-52🌻 💌💌💌💌💌 Makkah Mukarramah me musalmano par bepanaah zulm w sitam ho raha tha, isliye Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ne dusri bei'at e Uqbah ke baad musalmano ko Madinah janey ki ijaazat de di, Musalmano me sab se pehley Abu Salma (rd.) ne hijrat ka iradah kiya aur sawaari taiyaar kar ke saman rakha, aur apni biwi ummey Salma (rd.) aur betey Salma ko sath liya, Magar Bani Mughairah ne ummey Salma (rd.) ko jaaney na diya. Aur Bani Abdey Asad ne uun ke betey...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 51

🔶      ﷽      🔶 💐    (0519)     💐 💌💌💌💌💌 24-R.Aakhar-1438 23- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-51🌻 💌💌💌💌💌 Wo (Nabi Sallallahu alaihi wa sallam) tumharey yahaan (Madinah) aana chahtey hai, Agar tum puri tarah hifaazat karney ka waadah karo toa behtar he warna saaf saaf jawaab de do Ansaar ne Hazrat Abbas (rd.) se kaha: Hamney aap ki baat sunli Ab ham chahtey hai ke Huzur Sallallahu alaihi wa sallam bhi kuchh farmaein, Aap Sallallahu alaihi wa sallam ne Quraan ki tilawat farma kar unhein islam laaney ka shoq dilaya, Phir farmaya: Ham chahtey hai ke tum log hamaar...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 50

🔶      ﷽      🔶 💐    (0518)     💐 💌💌💌💌💌 23-R.Aakhar-1438 22- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-50🌻 💌💌💌💌💌 Madinah Munawwrah me Hazrat Mus'eib bin Omeir (rd.) ki daawat aur musalmano ki koshish se har ghar me islam aur paigambar e islam ka tazkirah honey laga tha, Log islam ki khubiyon ko deikh kar imaan me dakhil honey lagey the, San 13 Nabwi me Mus'eib bin Omeir (rd.) 70 se ziyadah musalmano ki eik jamaat lekar Haj karney ki gharz se Makkah aaey, iss qafiley me musalmano ke sath qabilah Ous w Khazraj ke mushrikin bhi the, Rasulullah Sallallahu alaihi wa s...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 49

🔶      ﷽      🔶 💐    (0517)     💐 💌💌💌💌💌 22-R.Aakhar-1438 21- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-49🌻 💌💌💌💌💌 Uqbah Meena ke qareeb eik ghaati ka naam he. Jahaan san 11 Nabwi me Madinah se 6 afraad ne aa kar Deen e islam qubul kiya tha, uus ke dusrey saal san 12 Nabwi me 12 afraad Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam se mulaqat aur bei'at honey ke liye aaey, Aur Aap Sallallahu alaihi wa sallam ke mubarak hath par chori, zina aur aulaad ko qatl karney se bachney aur achchhi baaton me Aap Sallallahu alaihi wa sallam ki ita'at w pervi karney aur eik Allah ki iba...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 48

🔶      ﷽      🔶 💐    (0516)     💐 💌💌💌💌💌 21-R.Aakhar-1438 20- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-48🌻 💌💌💌💌💌 uun logon ne Aap Sallallahu alaihi wa sallam ko deikhtey hi pehchaan liya, Aur eik dusrey ko deikh kar kehney lagey: Khuda ki qasam ! Ye wahi Nabi hai Jinka tazkirah yahood kiya kartey the, Kaheen aisa na ho ke iss s'aadat ko haasil karney me yahood ham se aagey badh jaey, Phir unho ne islam qubul kar liya. Aur Huzur Sallallahu alaihi wa sallam se kaha ke hamaarey aur yahood ke darmiyaan baraabar ladaai hoti rehti he, Agar Aap ijaazat dey toa Deen e is...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 47

🔶      ﷽      🔶 💐    (0515)     💐 💌💌💌💌💌 20-R.Aakhar-1438 19- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-47🌻 💌💌💌💌💌 Madinah me ziyadatar aabaadiyan qabilah Ous aur Khazraj ki thi Ye log mushrik aur bootparast the, inn ke sath Yahood bhi rehtey the. Jab bhi qabilah Ous w Khazraj se yahood ka muqabla hota toa yahood kaha kartey the ke anqareeb aakhri Nabi mab'oos honey (aaney) waaley he, Ham uun ki pervi karengey aur uun ke sath ho kar tum ko qoum e Aad aur qoum e samood ki tarah halaak w barbaad kar dengey. Jab Haj ka mousam aaya toa qabilah Khazraj ke taqreeban 6 log...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 46

🔶      ﷽      🔶 💐    (0514)     💐 💌💌💌💌💌 17-R.Aakhar-1438 18- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-46🌻 💌💌💌💌💌 Aey logon ! Ye shakhs tumhein booton ki pooja se hata kar eik naye Deen ki taraf bulata he. Tum hargiz iski baat na maanna Magar Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam tamaam musibaton aur uun ki mukhalifaton ko bardasht kartey huey islam ki daawat logon tak pahochatey rahey, aur Deen e Haq ki sachchai aur shirk w bootparasti ki kharaabi ko wazea kartey rahey, isee Haj ke mousam me eik martaba qabiley Oss w Khazraj ke kuchh log Madinah se aaey huey the. Jink...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 45

🔶      ﷽      🔶 💐    (0513)     💐 💌💌💌💌💌 18-R.Aakhar-1438 17- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI    💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-45🌻 💌💌💌💌💌 Jab Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ne deikha ke kuffar e Makkah islam qubul karney ke bajaaey baraabar dushmani par tuley huwey hai Toa Huzur Sallallahu alaihi wa sallam Haj ke mousam ke intizaar me rehney lagey, Aur jab Haj ka mousam aa jata aur log mukhtalif ilaaqon se Makkah aatey toa aisey mouqey par Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam b'zaat e khud uun logon ke paas tashreef le jatey aur logon ko eik Allah ki ibaadat karney, Bootparasti se...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 44

🔶      ﷽      🔶 💐    (0512)     💐 💌💌💌💌💌 17-R.Aakhar-1438 16- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-44🌻 💌💌💌💌💌 Har aasmaano par alag alag Nabiyon se mulaqaat huee. Saaton aasmaan ke baad 'Sidrtul Muntaha' tak Jibraeel (a.s.) sath rahey, iskey baad Aap Sallallahu alaihi wa sallam taney tanha aagey badhey aur uus maqaam tak pahuchey jahaan tak farishtey bhi nahi jaa saktey Yahaan Aap ko Allah T'aala ke didaar aur hamkalaami ka sharf haasil huwa, aur yaheen paanch namaazein tohfey me di gaee. iskey baad Baitul Muqaddas waapas aaey, aur Buraaq par sawaar hoka...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 43

🔶      ﷽      🔶 💐    (0511)     💐 💌💌💌💌💌 16-R.Aakhar-1438 15- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-43🌻 💌💌💌💌💌 Hijrat se eik saal pehley Huzur Sallallahu alaihi wa sallam ko saaton aasmaano ki seir karaai gaee, Jisko Me'araaj kehtey hai. Quraan e kareem me bhi saraahat ke sath iska tazkirah aaya he, Jab Aap Sallallahu alaihi wa sallam ki umr mubarak 51 saal 9 maah huee toa raat ke waqt Aap ko Masjid e Haraam me laya gaya. Phir Zamzam aur Maqaam e ibrahim ke darmiyaan se Buraaq naami sawaari par Hazrat Jibraeel (a.s.) ke sath Baitul Muqaddas tashreef laey, Yahaan ...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 42

🔶      ﷽      🔶 💐    (0510)     💐 💌💌💌💌💌 15-R.Aakhar-1438 14- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-42🌻 💌💌💌💌💌 Aur Huzur Sallallahu alaihi wa sallam ne baargah e ilaahi me arz kiya: Ya Allah ! Agar tu mujh se naraz nahi he toa mujhey kisi ki parwah nahi, Tu merey liye kaafi he. iss mouqey par Allah T'aala ne pahaadon ke farishtey ko Aap Sallallahu alaihi wa sallam ke paas bheja aur uus ne Aap Sallallahu alaihi wa sallam se iski ijaazat chahi ke wo inn dono pahaadon ko mila de Jin ke darmiyaan Taif shahar aabaad he, Taaki wo log kuchal kar halaak ho jaey Magar Huz...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 41

🔶      ﷽      🔶 💐    (0509)     💐 💌💌💌💌💌 14-R.Aakhar-1438 13- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-41🌻 💌💌💌💌💌 Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne Taif ja kar wahaan ke sardaron aur aam logon ko Deen e Haq ki daawat di, Magar wahaan ke logon ne islam qubul karney ke bajaaey Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ki sakht mukhalifat ki, Gaaliyan di, Pattharon se maara, Aur shahar se baahar nikaal diya, Pattharon ki chot se Aap Sallallahu alaihi wa sallam ke badan mubarak se khoon jaari ho gaya, Shahar se baahar aa kar eik baagh me rukey, Wahaan Aap Sallallahu a...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 40

🔶      ﷽      🔶 💐    (0508)     💐 💌💌💌💌💌 13-R.Aakhar-1438 12- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-40🌻 💌💌💌💌💌 san Nabwi 10 me Abu Taalib ke intiqaal ke baad kuffar e Makkah ne Aap Sallallahu alaihi wa sallam ko bahot ziyadah satana shuru kar diya, Toa Makkah walon se mayus ho kar iss khyaal se Taif tashreef le gaey, ke agar Taif walon ne islam qubul kar liya toa wahaan islam ke pheilney ki buniyad pad jaegi. Taif me Banu Saqeef ka khandan sab se bada tha uun ke 3 sardar the. Tino bhai the Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ne uun tino sardaron ko islam ki daawat...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 39

🔶      ﷽      🔶 💐    (0507)     💐 💌💌💌💌💌 12-R.Aakhar-1438 11- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-39🌻 💌💌💌💌💌 Abhi chacha ke intiqaal ka gham (реЪрдо) halka na huwa tha ke iss ke kuchh hi dino ke baad Aap Sallallahu alaihi wa sallam ki jaanisaar aur gamkhwaar biwi Hazrat Khadija (rd.) bhi iss duniya se chal basee, istarah yakkey baad digrey dono ke intiqaal kar jaaney se Aap Sallallahu alaihi wa sallam par ranj w gham aur musibat ka eik pahaad toot pada, Kyun ki Aap Sallallahu alaihi wa sallam ki daawat w tabligh ke har har marhaley par Abu Taalib aur Hazrat Khadija (rd....

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 38

🔶      ﷽      🔶 💐    (0506)     💐 💌💌💌💌💌 11-R.Aakhar-1438 10- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-38🌻 💌💌💌💌💌 Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ki zawjah mohtarma (Biwi) Hazrat Khadija (rd.) aur chacha Abu Taalib har waqt Aap Sallallahu alaihi wa sallam ka sath diya kartey the Eik martaba Abu Taalib bimar ho gaey aur uun ke intiqaal ka waqt qareeb aa gaya Aap Sallallahu alaihi wa sallam ne apney chacha Abu Taalib se farmaya: Pyarey chachajaan ! Eik martaba LAA ILAAHA ILLALLAH keh do Taaki Allah ke saamney tumhari shafa'at ke liye mujhey daleel mil jaey. ...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 37

🔶      ﷽      🔶 💐    (0505)     💐 💌💌💌💌💌 10-R.Aakhar-1438 09- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-37🌻 💌💌💌💌💌 Jab bachchey bhuk w pyas ki wajah se rotey sisktey toa kuffar e Makkah uspar mazaaq udatey, 3 saal ke baad Allah T'aala ki aisi rahmat aur madad aai ke khud kuffar eik dusrey ki mukhalifat karney lagey. Baat ye huee ke Abu Taalib kuffar ke paas aaey aur kaha: Raat merey Bhatijey Muhammad (sallallahu alaihi wa sallam) ne mujh se kaha ke ahad naama ke saarey alfaaz dimak chaat gaee he Sirf Bismeka Allahumma Baqi he, Jab ahad naama deikha gaya toa harf bah...

Pyaare Nabi Sallallahu alaihi wa sallam part 36

🔶      ﷽      🔶 💐    (0504)     💐 💌💌💌💌💌 09-R.Aakhar-1438 08- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-36🌻 💌💌💌💌💌 Kuffar e Makkah ke zulm w sitam aur rok thaam ke bawajood islam teizy se badhta raha Ye deikh kar kuffar e Makkah ne tadbir sochi ke Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) aur uun ke khandan ka boycott (рдмрд╣िрд╕्рдХाрд░) kiya jaey, Lihaza kuffar e Makkah ne aapas me milkar mashwarah kar ke eik ahad naama likha aur uusey khaana e kaaba par latka diya, iss ahad naamey ke mutabiq koee bhi Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) aur u...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 35

🔶      ﷽      🔶 💐    (0503)     💐 💌💌💌💌💌 08-R.Aakhar-1438 07- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-35🌻 💌💌💌💌💌 Ham log wohi kehtey hai jo hamaarey Nabi (Sallallahu alaihi wa sallam) ne farmaya he, ke Hazrat isaa (a.s.) Allah ke bandey aur uus ke Rasul the, Najjashi ne zameen se eik tinka uutha kar kaha: Khuda ki qasam ! Musalmano ne jo kaha he, Hazrat isaa (a.s.) eik tinkey ki miqdaar bhi ziyadah nahi the, Aur phir Najjashi ne musalmano se kaha ke tum log aman se raho Mai soney (рд╕ोрдиा-gold) ka eik pahaad lekar bhi tum ko sataana pasand nahi karunga. A...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 34

🔶      ﷽      🔶 💐    (0502)     💐 💌💌💌💌💌 07-R.Aakhar-1438 06- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-34🌻 💌💌💌💌💌 Jab kuffar e Makkah Najjashi baadshah ke darbaar se apni koshish me nakam ho kar nikley toa Amr bin Aas ne kaha ke mai kal baadshah ke saamney aisi baat kahunga jiski wajah se wo inn musalmano ko khatm karney ka hukm de dega. Agley roz Amr bin Aas ne Najjashi ke paas aa kar kaha ke ye log Hazrat isaa (a.s.) ki shaan me bahot hi sakht baat kehtey hai, Najjashi baadshah isaai tha. uus ne sahaba e kiraam ko bulwaya aur puchha: Tum log Hazrat isaa (a.s.) ke baarey...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 33

🔶      ﷽      🔶 💐    (0501)     💐 💌💌💌💌💌 06-R.Aakhar-1438 05- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-33🌻 💌💌💌💌💌 Zulm w sitam aur khunrezi aur dusri buri baaton se roka, Ham inn baaton par imaan le aaey, iss par hamaari qoum naraz ho gaee, aur hamein taklifein pahochaney lagi, Toa phir ham aap ke mulk me aa gaye, Phir Hazrat Jaafar (rd.) ne Surah Mariyam ki chand aayatein padh kar sunaai, Baadshah par iska itna asar huwa ke aankh se aansu behney lagey hatta ke dadhi tar ho gaee, aur baadshah ne kuffar e Makkah ko ye keh kar darbaar se nikalwa diya ke mai  inn logon ko...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 32

🔶      ﷽      🔶 💐    (0500)     💐 💌💌💌💌💌 05-R.Aakhar-1438 04- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-32🌻 💌💌💌💌💌 Musalmano ki taraf se Hazrat Jaafar (rd.) aagey badhey aur kaha: Aey baadshah ! Ham log jahaalat w gumraahi me mubtila the, Booton ki pooja kartey aur murdaar khatey the, Ham me se taaqatvar kamzor par zulm karta tha Ham isee haal me the ke Allah T'aala ne ham par fazal farma kar eik Rasul bheja Jinki sachchai, amaanatdari aur paak daamani ko ham pehley se jaantey the, unho ne hamein eik Allah ki ibaadat karney, namaaz, roza aur zakaat adaa karney aur p...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 31

🔶      ﷽      🔶 💐    (0499)     💐 💌💌💌💌💌 04-R.Aakhar-1438 03- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-31🌻 💌💌💌💌💌 Kuffar e Makkah ne jab ye deikha ke sahaaba e kiraam (rd.) Habsha jaa kar sukoon w itminaan ke sath zindagi guzaar rahey hai, toa unho ne mashwarah kar ke Amr bin Aas aur Abdullah bin Abi Rabie ko bahot saarey tohfey dekar baadshah e Habsha ke paas bheja. wahaan ka baadshah isaai tha. uun dono ne wahaan jaa kar tohfey peish kiye aur kaha ke hamarey yahaan se kuchh log apney Baap Dada ka mazhab chhod kar eik naya deen ikhtiyaar kar ke aap ke mulk me bhaag kar a...

PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM, PART 30

🔶      ﷽      🔶 💐    (0498)     💐 💌💌💌💌💌 03-R.Aakhar-1438 02- January -2017 💌💌💌💌💌 💜 PYAREY 💜 💝   NABI.   💝 (Sallallahu alaihi wa sallam) 💌💌💌💌💌 🌻Msg-No-30🌻 💌💌💌💌💌 Kuffar ne inn logon ki hijrat ki khabar sunkar pichha kiya. Magar kuffar ke pahuchney se pehley hi kashtiyan Jeddah ki bandar gaah se nikal chuki thi. Habsha pahuch kar musalman aman w sukoon ki zindagi guzaar rahey the, uun ke baad aur logon ne bhi hijrat ki, Jinki ta'adad 100 se zaaid thi, Aur uus me Huzur Sallallahu alaihi wa sallam ke chachazaad bhai Hazrat Jaafar taiyyar (rd.) bhi the, inn hazraat ne jo hijrat ki thi Wo sirf apney jism w jaan hi k...