PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 54

๐Ÿ”ถ      ๏ทฝ      ๐Ÿ”ถ
๐Ÿ’    (0522)     ๐Ÿ’
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
27-R.Aakhar-1438
26- January -2017
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ
๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’
(Sallallahu alaihi wa sallam)
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
๐ŸŒปMsg-No-54๐ŸŒป
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
Kuffar e Makkah ko jab maalum huwa ke Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) bhi hijrat karney waley hai toa uun ko badi fikr huee ke agar Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) bhi Madinah chaley gaey toa wahaan islam jad pakad lega.
Aur phir wo apney sathiyon ke sath milkar ham se badla lengey,
Aur hamein halaak kar dengey
iss bina par kuffar e Makkah ne Qusei bin Kilaab ke ghar jo Darul Nadwah ke naam se mash'hur tha,
Saazish ke liye jama huey,
iss me har qabiley ke sardaar moujood the
Sabhi ne aapas me ye tei (เคคเคฏ) kiya ke har qabiley ka eik eik shakhs jama ho
aur sab milkar talvaaron se Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) ka khatma kar dey (M'aazAllah).
๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น
ISLAMI TARIKH
๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
โ™ฆ๐ŸŒทโ™ฆ
(233)

Comments