PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 35

๐Ÿ”ถ      ๏ทฝ      ๐Ÿ”ถ
๐Ÿ’    (0503)     ๐Ÿ’
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
08-R.Aakhar-1438
07- January -2017
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ
๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’
(Sallallahu alaihi wa sallam)
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
๐ŸŒปMsg-No-35๐ŸŒป
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
Ham log wohi kehtey hai jo hamaarey Nabi (Sallallahu alaihi wa sallam) ne farmaya he,
ke Hazrat isaa (a.s.) Allah ke bandey aur uus ke Rasul the,
Najjashi ne zameen se eik tinka uutha kar kaha:
Khuda ki qasam !
Musalmano ne jo kaha he,
Hazrat isaa (a.s.) eik tinkey ki miqdaar bhi ziyadah nahi the,
Aur phir Najjashi ne musalmano se kaha ke tum log aman se raho
Mai soney (เคธเฅ‹เคจเคพ-gold) ka eik pahaad lekar bhi tum ko sataana pasand nahi karunga.
Aur phir kuffar ke tamaam hadiye aur tohfey waapas kar deney ka hukm diya,
aur kaha ke Khuda ne mujhey rishwat ke bagair hukumat aur saltanat ataa farmaai he, lihaza mai tum se rishwat lekar inn musalmano ko hargiz tumharey hawaaley nahi karunga.
Darbaar khatm huwa.
Musalman ba'khushi darbaar se waapas huey
Aur kuffar ka wafd zillat w rusvaai ke sath nakam lota.
๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น
ISLAMI TARIKH
๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
โ™ฆ๐ŸŒทโ™ฆ
(211)

Comments