PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 43

🔶      ﷽      🔶
💐    (0511)     💐
💌💌💌💌💌
16-R.Aakhar-1438
15- January -2017
💌💌💌💌💌
💜 PYAREY 💜
💝   NABI.   💝
(Sallallahu alaihi wa sallam)
💌💌💌💌💌
🌻Msg-No-43🌻
💌💌💌💌💌
Hijrat se eik saal pehley Huzur Sallallahu alaihi wa sallam ko saaton aasmaano ki seir karaai gaee,
Jisko Me'araaj kehtey hai.
Quraan e kareem me bhi saraahat ke sath iska tazkirah aaya he,
Jab Aap Sallallahu alaihi wa sallam ki umr mubarak 51 saal 9 maah huee
toa raat ke waqt Aap ko Masjid e Haraam me laya gaya.
Phir Zamzam aur Maqaam e ibrahim ke darmiyaan se Buraaq naami sawaari par Hazrat Jibraeel (a.s.) ke sath Baitul Muqaddas tashreef laey,
Yahaan Aap ne tamaam Ambiya e kiraam (a.s.) ki imaamat farmaai,
iske baad saaton aasmaano par tashreef le gaey,
Har aasmaano par alag alag Nabiyon se mulaqaat huee...
🔹🔹🔹🔹🔹
ISLAMI TARIKH
💝💝💝💝💝
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
♦🌷♦
(221)

Comments

Popular posts from this blog

30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan (Part 5)

30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan (Part 3)

30 Valuable Guidelines For Welcoming The Blessed Month Of Ramadhan (Part 4)