PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 47
🔶 ﷽ 🔶
💐 (0515) 💐
💌💌💌💌💌
20-R.Aakhar-1438
19- January -2017
💌💌💌💌💌
💜 PYAREY 💜
💝 NABI. 💝
(Sallallahu alaihi wa sallam)
💌💌💌💌💌
🌻Msg-No-47🌻
💌💌💌💌💌
Madinah me ziyadatar aabaadiyan qabilah Ous aur Khazraj ki thi
Ye log mushrik aur bootparast the,
inn ke sath Yahood bhi rehtey the.
Jab bhi qabilah Ous w Khazraj se yahood ka muqabla hota toa yahood kaha kartey the
ke anqareeb aakhri Nabi mab'oos honey (aaney) waaley he,
Ham uun ki pervi karengey
aur uun ke sath ho kar tum ko qoum e Aad aur qoum e samood ki tarah halaak w barbaad kar dengey.
Jab Haj ka mousam aaya toa qabilah Khazraj ke taqreeban 6 log Makkah aaey,
Ye Nabuwwat ka giyaarva (11va) saal tha.
Huzur Sallallahu alaihi wa sallam uun ke paas tashreef le gaey,
islam ki daawat di.
Aur Quraan ki aayatein padh kar sunaai,
uun logon ne Aap Sallallahu alaihi wa sallam ko deikhtey hi pehchaan liya...
🔹🔹🔹🔹🔹
ISLAMI TARIKH
💝💝💝💝💝
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
♦🌷♦
(225)
Comments
Post a Comment