PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 55

๐Ÿ”ถ      ๏ทฝ      ๐Ÿ”ถ
๐Ÿ’    (0523)     ๐Ÿ’
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
28-R.Aakhar-1438
27- January -2017
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
๐Ÿ’œ PYAREY ๐Ÿ’œ
๐Ÿ’   NABI.   ๐Ÿ’
(Sallallahu alaihi wa sallam)
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
๐ŸŒปMsg-No-55๐ŸŒป
๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ๐Ÿ’Œ
iss faisley ke baad uunho ne raat ke waqt Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ke makaan ko gheir (เค˜เฅ‡เคฐ) liya
aur iss intizaar me rahey ke jab Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) subah ko namaaz ke liye niklengey toa talvaaron se uun ka khatma kar dengey,
Magar Allah T'aala ne Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ko Kuffar e Makkah ki iss sazish se ba'khabar kar diya,
isee liye Aap raat ko apney bistar par Hazrat Ali (rd.) ko leta kar Surah Yaseen padhtey huey aur kuffar ke saron par mitti daltey huey uun ke samney se guzar gaey,
Aur Allah T'aala ne uun ki aankhon par pardah daal diya,
uun logon ko kuchh bhi khabar na huee,
Subah ko jab unho ne Hazrat Ali (rd.) ko baahar nikaltey deikha toa bahot sharmindah huey.
๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น๐Ÿ”น
ISLAMI TARIKH
๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
โ™ฆ๐ŸŒทโ™ฆ
(233)

Comments