PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 73
πΆ ο·½ πΆ
π (0541) π
πππππ
16 -J.Awwal -1438
14- February -2017
πππππ
π PYAREY π
π NABI. π
(Sallallahu alaihi wa sallam)
πππππ
π»Msg-No-73π»
πππππ
Munafikon ka sardaar jiska naam Abdullah bin uubai tha.
Jisko Madinah ka baadshah bana kar taajposhi ki taiyaariyan ki jaa rahi thi.
Magar Huzur Sallallahu alaihi wa sallam ke Madinah tashreef laatey hi Madinah ke logon ne Aap Sallallahu alaihi wa sallam ko apna sardaar aur Rasul tasleem kar liya
Toa uus ki baadshahat khatrey me pad gaee.
isliye uus ke dil me Aap Sallallahu alaihi wa sallam aur musalmano ke khilaaf dushmani, hasad aur nafrat paida ho gaee.
iss ke bawajood Aap Sallallahu alaihi wa sallam uus ke sath husney sulook kartey rahey,
Jiskey natijey me uus ke betey Abdullah (rd.) ne imaan qubul kar liya.
πΉπΉπΉπΉπΉ
ISLAMI TARIKH
πππππ
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
β¦π·β¦
(261)
Comments
Post a Comment