PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 86

πŸ”Ά      ο·½      πŸ”Ά
πŸ’    (0554)     πŸ’
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
29 -J.Awwal -1438
27- February -2017
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
πŸ’œ PYAREY πŸ’œ
πŸ’   NABI.   πŸ’
(Sallallahu alaihi wa sallam)
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
🌻Msg-No-86🌻
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
Ghazwa e Ohad me musalmano ne badi bahaduri se mushrikin e Makkah ka muqabla kiya.
Jismey pehley fatah huee
Magar baad me eik chuk ki wajah se nakami ka samna karna padaa.
Jang shuru honey se pehley Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ne 50 tirandaazon ki eik jamaat ko Ohad pahaad ki ghaati par jahaan se dushmano ke hamley ka khatrah tha muqarrar kar diya.
Aur ye taakid farmaai ke jang me fatah ho ya shikast tum apni jagah se hargiz na hatna.
Lekin jab musalmano ko shuru me fatah huee,
toa kafiron ko bhaagta huwa deikh kar ye log bhi apni jagah se ye samajh kar hat gaey ke ab jang khatm ho chuki...
πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή
ISLAMI TARIKH
πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
β™¦πŸŒ·β™¦
(277)

Comments