PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 70

πŸ”Ά      ο·½      πŸ”Ά
πŸ’    (0538)     πŸ’
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
13 -J.Awwal -1438
11- February -2017
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
πŸ’œ PYAREY πŸ’œ
πŸ’   NABI.   πŸ’
(Sallallahu alaihi wa sallam)
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
🌻Msg-No-70🌻
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
Ansaar ne apney muhajir bhai ke t'aawun aur izzat w ehtaraam me badh chadh kar hissa liya,
aur uun ke sath hamdardi w muhabbat,
isaar w qurbani
aur maherbani w husney sulook ki aisi behtareen misaal peish ki ke aaj tak puri duniya milkar iss jaisi misaal peish nahi kar saki,
Maal w daulat
Zameen w baghaat balki har chiz me uun ko sharik kar liya.
Magar Muhajirin sahaaba e kiraam ne bhi Ansaari bhaiyon ka har muaamley me sath diya
aur apni rozi ka bzaat e khud intizaam karney ke liye tijaarat wagairah ka pesha bhi ikhtiyaar kiya.
Ye bhai chaarah eik aisi misaal thi jisney nasal w rang, watan w mulk aur tehzeeb w tamaddun ke saarey imtiyaz ko amali tor par khatm kar daala.
πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή
ISLAMI TARIKH
πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
β™¦πŸŒ·β™¦
(257)

Comments