PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 80
🔶 ﷽ 🔶
💐 (0548) 💐
💌💌💌💌💌
23 -J.Awwal -1438
21- February -2017
💌💌💌💌💌
💜 PYAREY 💜
💝 NABI. 💝
(Sallallahu alaihi wa sallam)
💌💌💌💌💌
🌻Msg-No-80🌻
💌💌💌💌💌
San hijri 2 me Ramzan ke rozey farz huey,
isee saal sadqa e fitr aur zakaat ka bhi hukm naazil huwa.
Ramzan ke rozey se pehley Aashurah ka roza rakha jata tha
Lekin ye ikhtiyaari tha (farz nahi tha).
Jab Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam Madinah tashreef laey
toa deikha ke ehley Madinah saal me do din kheil tamaashon ke zariye khushiyan manaatey hai,
Toa Aap Sallallahu alaihi wa sallam ne uun se daryaaft farmaya ke inn do dino ki haqiqat kya he ?
Chunanchey Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya:
Allah T'aala ne Inn do dino ko behtar dino se badal diya he,
wo Eidul Ad'ha aur Eidul Fitr he...
🔹🔹🔹🔹🔹
ISLAMI TARIKH
💝💝💝💝💝
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
♦🌷♦
(273)
Comments
Post a Comment